SEARCH RESULTS
Showing search results for "مفقود"
Ghazal MATCHES FOR "مفقود"
Ghazal
jis qadar maujuud huu.n mafquud huu.n
jis qadar Gaa.eb huu.n laafaanii huu.n mai.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
ab to apno.n me.n muravvat kii hai daulat mafquud
ye KHaziina bhii hame.n miltaa hai aGyaar ke paas
Jawed Manzar
Ghazal
mafquud hai.n ab is ke sun.ne samajhne vaale
meraa suKHan nasiihat-aamez hai to phir kyaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
raahat-e-daarain me.n bhii vo KHushii mafquud hai
jis KHushii se mai.n ne jhelii.n aafate.n tere liye
Bismil Saeedi
Ghazal
Gazab hu.aa ki muqaddar mujhe vahaa.n laayaa
jahaa.n sukuun bhii naapaid lutf bhii mafquud
Nooh Narvi
Ghazal
dost kyaa ab to dushman bhii mafquud hai.n
baat kyaa hai kahaa.n mar ga.e sab ke sab
Khawaja Javed Akhtar
Ghazal
qatl-e-insaan to ab roz kaa ma.amuul hu.aa
dil se mafquud tarahhum kabhii aisaa to na thaa
Syeda Farhat
Ghazal
Ejaz Gul
Ghazal
mai-KHaana-e-ajmer se vo rang hai mafquud
ab shikva mujhe kuchh bhii nahii.n piir-e-muGaa.n se
Ahmad Aqeel
Ghazal
maaduum dahan hotaa mafquud kamar hotii
ma.ashuuq 'zariif' aisaa hotaa bhii to kyaa hotaa
Zareef Lakhnavi
Ghazal
zabuul-e-fikr-o-nazar kaa sabab hai hijr tiraa
ki vasl lamho.n se mafquud hai nashaat ab ke
Ahmad Musharraf Khawar
Ghazal
mafquud ho ga.ii hai.n yahaa.n lab-kushaa.iyaa.n
ye Dher bhar savaal tumhe.n kaun de gayaa
Qaisar Qalandar
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
maujuud ho to kis liye mafquud ho ga.e
kin ja.ngalo.n me.n jaa ke base ho KHabar nahii.n