SEARCH RESULTS
Showing search results for "مقبول"
Ghazal MATCHES FOR "مقبول"
Ghazal
puuchh us se ki maqbuul hai fitrat kii gavaahii
tuu saahib-e-manzil hai ki bhaTkaa hu.aa raahii
Allama Iqbal
Ghazal
sab ko maqbuul hai da.avaa tirii yaktaa.ii kaa
ruu-ba-ruu ko.ii but-e-aa.ina-siimaa na hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
mujh se karte hai.n 'qatiil' is liye kuchh log hasad
kyuu.n mire sher hai.n maqbuul hasiinaa.o.n me.n
Qateel Shifai
Ghazal
sun ke marne kii KHabar yaar mire ghar aayaa
ya.anii maqbuul hu.ii merii vafaa mere ba.ad
Munawar Khan Ghafil
Ghazal
yuu.n na maqbuul hu.aa hogaa kisii kaa sajda
but ko armaan rahaa merii jabii.n-saa.ii kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
mash.huur-e-KHalq jo hai vo maqbuul-e-haq nahii.n
kyuu.n ahmaqo.n ko naaz hu.aa hai numuud me.n
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
'daaG' kal to du'aa aap kii maqbuul na thii
aaj mu.nh-maa.ngii muraad aap ne paa.ii kyuu.nkar
Dagh Dehlvi
Ghazal
jo log sachche ishq me.n maqbuul ho ga.e
ai shaah-e-dil hamaaraa bhii un me.n shumaar hai
Dua Ali
Ghazal
raa.egaa.n sajde bhii ho jaate hai.n maqbuul-e-karam
shaamil-e-haal agar un kii razaa hotii hai
Fana bulandshahri
Ghazal
mai.n khilaune kii tarah dekh rahaa huu.n 'maqbuul'
to.Dne vaalaa mujhe kitnaa banaa saktaa hai
Maqbool Husain Syed Karnal
Ghazal
merii taariif kare yaa mujhe bad-naam kare
jis ne jo baat bhii karnii hai sar-e-aam kare
Maqbool Aamir
Ghazal
gavaahiyaa.n hu.ii.n aazaa kii hashr me.n maqbuul
vo paak ho ga.e ilzaam mere sar aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
vahii maqbuul leader aur diplomat hotaa hai
jo mu.nh se this kahe to us kaa matlab that hotaa hai
Sarfaraz Shahid
Ghazal
saahab-dilo.n ko haq ne diyaa hai huzuur-e-qalb
maqbuul kis tarah se nahii.n ho du.aa-e-qalb
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
maqbuul tamannaa to 'nizaam' apnii kahaa.n ho
maqbuul vahaa.n uzr-e-tamannaa nahii.n hotaa
Nizam Rampuri
Ghazal
maa.il-ba-karam mujh par ho jaa.e.n to achchhaa ho
maqbuul mire sajde ho jaa.e.n to achchhaa ho