SEARCH RESULTS
Showing search results for "منعم"
Ghazal MATCHES FOR "منعم"
Ghazal
mun.im ke paas qaaqum o sanjaab thaa to kyaa
us rind kii bhii raat guzar ga.ii jo uur thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
muziil-e-aql hai duniyaa kii daulat ai mun.im
usii ke nashshe ko suufii sharaab samjhe hai.n
Meer Anees
Ghazal
is kohna-KHaraabe me.n aabaadii na kar mun.im
yak shahr nahii.n yaa.n jo sahraa na hu.aa hogaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
mun.im kii tarah piir-e-haram piite hai.n vo jaam
rindo.n ko bhii jis jaam se parhez bahut hai
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
mun.im ne banaa zulm kii rakh ghar to banaayaa
par aap ko.ii raat hii mehmaan rahegaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
naazaa.n na ho mun.im ki jahaa.n teraa mahal hai
hovegii yahaa.n pahle bhii ta.amiir kisii kii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
dast-e-mun.im mirii mehnat kaa KHariidaar sahii
ko.ii din aur mai.n rusvaa sar-e-baazaar sahii
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
mun'im ke shukr me.n bhii hilaa.e.n kabhii kabhii
tanhaa baraa.e-lazzat-e-duniyaa zabaa.n nahii.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
nashsha-e-daulat se mun.im pairahan me.n mast hai
mard-e-muflis haalat-e-ranj-o-mehan me.n mast hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
daulat kaa to pahle hii gunahgaar thaa mun.im
daulat kii mohabbat ne gunahgaar kiyaa aur
Najm Aafandi
Ghazal
faqat haath kaale nahii.n balki mun.im
dilo.n par bhii daaG-e-varam dekhte hai.n
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
le.nge hazaar dar se palaT kar dar-e-muraad
mun.im na de.n to kyaa tirii sarkaar bhii nahii.n
Habeeb Moosavi
Ghazal
nahii.n qassaab-e-ajal se ko.ii be-Gam hargiz
postii.n chhiine ye mun.im kii to ka.ngaal kii khaal