SEARCH RESULTS
Showing search results for "منہ_بند"
Ghazal MATCHES FOR "منہ_بند"
Ghazal
mu.nh-band hasrato.n ko suKHan-aashnaa karo
to.Do sukuut saaz-e-Gazal ibtidaa karo
Jameel Malik
Ghazal
Murtaza Barlas
Ghazal
kare.n kah do mu.nh band Gunche sab apnaa
mai.n likhtii mu.ammaa huu.n us ke vahaa.n kaa
Qamar-un-Nisa Qamar
Ghazal
mashshaata-e-bahaar ajab gul katar ga.ii
mu.nh-band jo kalii thii khilii aur sa.nvar ga.ii
Asar Lakhnavi
Ghazal
bhejii hai.n us ne phuulo.n me.n mu.nh band siipiyaa.n
inkaar bhii ajab hai bulaavaa bhii hai ajab
Kishwar Naheed
Ghazal
kahtaa hai mire kaan me.n KHushbuu kaa payaamii
mu.nh-band kalii maa.il-e-guftaar bhii hogii
Rasheed Qaisrani
Ghazal
kahtaa hai mire kaan me.n KHushbuu kaa payaamii
mu.nh-band kalii maa.il-e-guftaar bhii hogii
Rasheed Qaisrani
Ghazal
Zubaida Tahseen
Ghazal
vaise to ko.ii shaKHs bhii aibo.n se nahii.n paak
mu.nh band rakho phir bhii agar dekh liyaa hai
Rasheed Hasrat
Ghazal
Iqbal Ahmad Khan Arif
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ho ko.ii bhii ham sab kaa mu.nh band na kar dete
ilzaam agar sar pe KHud hii na dhare hote
Manmohan Talkh
Ghazal
Manzoor Arif
Ghazal
mu.nh-band jab kalii the to sehn-e-chaman me.n the
KHushbuu bane to u.D ga.e mauj-e-sabaa ke saath