SEARCH RESULTS
Showing search results for "نادرست"
Ghazal MATCHES FOR "نادرست"
Ghazal
sah sah ke naa-durust tirii KHuu bigaa.D dii
ham ne KHaraab aap kiyaa apne kaam ko
Momin Khan Momin
Ghazal
kab baat ho baGair KHushaamad vahaa.n durust
vo naa-durust bhii jo kahe.n kahiye haa.n durust
Dagh Dehlvi
Ghazal
dekhaa hai mai.n rubaa.ii-e-hastii ko Gaur se
par lafz naa-durust hai.n had mudda'aa Galat
Qayem Chaandpuri
Ghazal
KHuun-e-jigar bajaa.e mai-e-naab naa-durust
aatish-zanii-e-shola-fishaa.n chashm-e-tar daroG
Qalaq Merathi
Ghazal
kyaa dabdaba-e-naadir kyaa shaukat-e-taimuurii
ho jaate hai.n sab daftar Garq-e-mai-e-naab aaKHir
Allama Iqbal
Ghazal
dost-daar-e-dushman hai e'timaad-e-dil ma.aluum
aah be-asar dekhii naala naa-rasaa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
KHush-numaa yaa bad-numaa ho dahr kii har chiiz me.n
'josh' kii taKH.iil kahtii hai ki nudrat dekhiye
Josh Malihabadi
Ghazal
mah o sitaara o KHurshiid o charKH haf-iqliim
ye ehtimaam mire dast-e-naa-rasaa ke liye
Shaz Tamkanat
Ghazal
'naadir' ko jaan dene se kyuu.n roktaa hai tuu
jiine se bhii hai kyaa use haasil tire baGair
Nadir Shahjahanpuri
Ghazal
marne ke baa'd bhii vahii aavaargii rahii
afsos jaa.n ga.ii nafas-e-naa-rasaa ke saath
Momin Khan Momin
Ghazal
sab dekhte the phir bhii ko.ii dekhtaa na thaa
sab ke liye rasaa the magar naa-rasaa rahe
Jameel Malik
Ghazal
hai pech-taab rishta-e-sham-e-sahar-gahii
KHajlat gudaazii-e-nafas-e-naa-rasaa mujhe