SEARCH RESULTS
Showing search results for "ناظر"
Ghazal MATCHES FOR "ناظر"
Ghazal
jis din se chalaa huu.n mirii manzil pe nazar hai
aa.nkho.n ne kabhii miil kaa patthar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
is na.e Gam se kinaara bhii to ho saktaa hai
ishq phir ham ko dobaara bhii to ho saktaa hai
Nazir Wahid
Ghazal
Nazir Wahid
Ghazal
dha.Dkane.n mohabbat kii dil-nashiin KHaamoshii
marhabaa ai ha.ngaamo aafriin KHaamoshii
Nazir Wahid
Ghazal
Nazir Wahid
Ghazal
aa.nkho.n ko us kaa dekhnaa manzuur bhii nahii.n
naazir hii jo rahaa kabhii manzar nahii.n hu.aa
Shahzad Nayyar
Ghazal
palko.n se aasmaa.n ko ishaara karo kabhii
aa.nsuu hamaare Gam kaa sitaara karo kabhii
Nazir Wahid
Ghazal
shab-e-furqat nazar aate nahii.n aasaar-e-sahar
itnii zulmat hai ruKH-e-sham.a pe bhii nuur nahii.n
Barq Dehlvi
Ghazal
KHudaa ko haazir-o-naazir samajh ke ye kah de
ki ham ne tujh se mohabbat me.n intihaa nahii.n kii
Sultan Sukoon
Ghazal
us ke ruKH par Daalte hai.n ik uchaTtii sii nazar
aur phir fikr-e-suKHan me.n Garq ho jaate hai.n ham
Nazir Siddiqi
Ghazal
umr-bhar 'naazir' rahe sahraa-navard
bazm-e-gulshan garche yaad aatii rahii
Khushi Mohammad Naazir
Ghazal
Nazir Siddiqi
Ghazal
a.amaal apne dekh ke ye tajziya bhii kar
'naazir' tirii du.aa se asar kaun le gayaa