SEARCH RESULTS
Showing search results for "نثر"
Ghazal MATCHES FOR "نثر"
Ghazal
jis din se chalaa huu.n mirii manzil pe nazar hai
aa.nkho.n ne kabhii miil kaa patthar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
agar vajuud me.n aaha.ng hai to vasl bhii hai
vo chaahe nazm kaa Tuk.Daa ki nasr-paara ho
Parveen Shakir
Ghazal
Afzal Khan
Ghazal
aa jaa.e ko.ii dam me.n to kyaa kuchh na kiijiye
ishq-e-majaaz-o-chashm-e-haqiiqat-nigar Galat
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
jis se dikhaa.ii de mujhe har samt tuu hii tuu
yaa-rab mirii nazar me.n kuchh aisaa ujaal de
Anjuman Mansury Arzoo
Ghazal
vo lutf vo miThaas kahaa.n sab ko hai nasiib
nazm-o-nasr ko dekh lo shiirii.n bayaan hai
Abdul Qadir Ahqar Azizi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
na 'azfarii' se karo nazm o nasr kaa mazkuur
na jii kuchh in dino.n apnaa dimaaG chaaG nahii.n
Mirza Azfari
Ghazal
jo nazm-o-nasr kaa hai farq us ko qaa.em rakh
adab kii kar na yuu.n miTTii paliid tauba kar
Abdussalam Asim
Ghazal
liyaa hai terii mohabbat se ye asar mai.n ne
ki zindagii pe bhii Daalii hai ik nazar mai.n ne
Mohammad Mustahsan Jami
Ghazal
KHaazin huu.n nazm-o-nasr ke sarmaa.e kaa magar
mumkin nahii.n hai mujh se kitaabo.n kaa kaarobaar
Abdussalam Asim
Ghazal
kis ne 'ishrat' kah diyaa ye shaa'irii aasaan hai
pahle siikho nasr phir ash'aar kii baate.n karo
Ishrat Jahangirpuri
Ghazal
daana-e-a.nguur aKHtar chaandnii mai maah jaam
nasr-e-taa.er bat qaraabaa charKH miinaa ho gayaa