SEARCH RESULTS
Showing search results for "وقت_خرام"
Ghazal MATCHES FOR "وقت_خرام"
Ghazal
uThaa.ii kyuu.n na qayaamat aduu ke kuuche me.n
lihaaz aap ko vaqt-e-KHiraam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
tire KHiraam ke pairuu hai.n jitne fitne hai.n
qadam sab aan ke vaqt-e-KHiraam lete hai.n
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
raftagii kaa hai ye aalam ki tire vaqt-e-KHiraam
paa.nv jaate hai.n kahii.n aur kamar aur kahii.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Abdul Majeed Khwaja Shaida
Ghazal
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
vaqt-e-KHiraam-e-naaz dikhaa do judaa judaa
ye chaal hashr kii ye ravish aasmaa.n kii hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
Bhure Khan Ashufta
Ghazal
naazuk kamar vo aise hai.n vaqt-e-KHiraam-e-naaz
zulfe.n jo kholte hai.n to bal khaa.e jaate hai.n
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
KHayaal-e-KHair hasiino.n me.n hai ki vaqt-e-KHiraam
zamii.n ko maadan-e-laal-o-guhar banaate hai.n
Syed Amin Ashraf
Ghazal
KHizaa.n kii rut me.n shajar se kalaam karte hu.e
ta.Dapne lagtaa huu.n aksar ye kaam karte hu.e
Mohammad Hasnain Parwez
Ghazal
na ko.ii sub.h kaa manzar na shaam kii tasviir
sukuut khii.nch rahaa hai kalaam kii tasviir
Babar Zuhrab
Ghazal
apnii KHabar nahii.n hai ba-juz is qadar mujhe
ik shaKHs thaa ki mil na sakaa umr-bhar mujhe
Syed Zameer Jafri
Ghazal
ta.ng aa ke aasmaa.n se nikaalaa gayaa hame.n
tho.Dii bahut jo thii yahaa.n vaq.at KHaraab kii
Jahanzeb Sahir
Ghazal
zauq-e-nazar ko jalvaa-e-be-taab le gayaa
ta.abiir ke nashaat ko ik KHvaab le gayaa
Fitrat Ansari
Ghazal
hamaare mai-kade kaa ab nizaam badlegaa
ham apnaa saaqii badal de.nge jaam badlegaa