SEARCH RESULTS
Showing search results for "پختگی"
Ghazal MATCHES FOR "پختگی"
Ghazal
unhii.n ko daar-e-baqaa kii hai puKHtagii kaa KHayaal
jo be-sabaati-e-dahr-e-KHaraab samjhe hai.n
Meer Anees
Ghazal
shakl ye behtar hai lekin puKHtagii ke vaaste
aa.o miTii ko rakhe.n kuchh der a.ngaaro.n ke biich
Aleena Itrat
Ghazal
us se jalaa ke Gair ko ummiid-e-puKHtagii
lag jaa.e aag dil ke KHayaalaat-e-KHaam ko
Momin Khan Momin
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
hamaare biich me.n ik puKHtagii bachii hu.ii thii
bachii hu.ii thii magar aarzii bachii hu.ii thii
Liaqat Jafri
Ghazal
umr-e-daraaz o puKHtagi-e-fikr-e-nukta-sa.nj
kahtii hai KHaam kaam mujhe haa.n kahaa kare
Josh Malihabadi
Ghazal
rahii na puKHtagii aalam me.n duur KHaamii hai
hazaar haif kamiino.n kaa charKH haamii hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
Dattatriya Kaifi
Ghazal
talaash-e-qaafiya me.n umr sab guzaarii hai
tuu puKHtagii jise kahtaa hai KHaam-kaarii hai
Aftab Shamsi
Ghazal
kuchh milte hai.n ab puKHtagi-e-ishq ke aasaar
naalo.n me.n rasaa.ii hai na aaho.n me.n asar hai
Asghar Gondvi
Ghazal
vo jis kii saaraa jahaa.n puKHtagii se haar gayaa
vo ek koh-e-giraa.n aadmii se haar gayaa
Nazeer Meeruthy
Ghazal
amiin-e-husn jahaa.n-taab hai tirii hastii
jahaa.n me.n puKHtagii-e-ishq-e-KHaam paidaa kar
Shatir Hakeemi
Ghazal
vo naunihaal aa.e ilaahii muraad par
haasil ho puKHtagii samar-e-KHaam ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
KHaam hii rakh ke puKHtagii shakl hai ik shikast kii
aatish-e-vasl kii jagah KHaak-e-firaaq de mujhe
Idris Babar
Ghazal
ka.aba-o-dair pe mauquuf nahii.n hai 'mashkuur'
puKHtagii paataa hai iimaan ba.Dii mushkil se
Mashkoor Muradabadi
Ghazal
puKHtagii fikr me.n yak-laKHt kahaa.n aatii hai
merii socho.n ko suKHan bante hu.e umr lagii
Shamshad shaad
Ghazal
kholaa hai mujh pe sirr-e-haqiiqat majaaz ne
ye puKHtagii sila hai KHayaalaat-e-KHaam kaa
Ismail Merathi
Ghazal
likhne kii ye tarz thii kuchh jo likhe thaa kabhii
puKHtagii o KHaamii ke us kaa thaa KHat darmiyaa.n
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
puKHtagii samjhe hu.e hai.n jo tanaasub ko faqat
chaahiye islaah un ko is KHayaal-e-KHaam kii
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
mujhe to apne aqiido.n kii puKHtagii hai aziiz
nahii.n ye KHauf ko.ii sar miraa utaartaa hai