SEARCH RESULTS
Showing search results for "پذیرائی"
Ghazal MATCHES FOR "پذیرائی"
Ghazal
kuu-ba-kuu phail ga.ii baat shanaasaa.ii kii
us ne KHushbuu kii tarah merii paziiraa.ii kii
Parveen Shakir
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
ham saada hii aise the kii yuu.n hii paziiraa.ii
jis baar KHizaa.n aa.ii samjhe ki bahaar aa.ii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
dekhnaa mujh ko magar merii paziiraa.ii ko
apnii aa.nkho.n me.n sitaare na sajaanaa mire dost
Faisal Ajmi
Ghazal
ai KHvaab-e-paziiraa.ii tuu kyuu.n mirii aa.nkho.n me.n
andesha-e-duniyaa kii ta.abiir uThaa laayaa
Azm Bahzad
Ghazal
dekhne merii paziiraa.ii ko ab aataa hai kaun
lamha bhar ko vaqt kii dahliiz par aayaa huu.n mai.n
Athar Nafees
Ghazal
dasht bechain hai vahshat kii paziiraa.ii ko
dil-e-vahshii dar-o-diivaar me.n uljhaa hu.aa hai
Khurshid Talab
Ghazal
niklaa hai chaa.nd shab kii paziiraa.ii ke liye
ye uzr kam hai anjuman-aaraa.ii ke liye
Shahryar
Ghazal
mai.n to gum apne nashe me.n thaa mujhe kyaa maa'luum
kis ne mu.nh pher liyaa kis ne paziiraa.ii kii
Ahmad Mushtaq
Ghazal
hamesha mujh se vo kahtaa thaa mar kahii.n 'hasrat'
hazaar shukr paziiraa.ii hu.ii du.aa-e-habiib
Jafar Ali Hasrat
Ghazal
itnaa KHush-fahm na ho apnii paziiraa.ii par
ham kisii aur mohabbat me.n mile hai.n tujh se
Saleem Kausar
Ghazal
ye mire jazb-e-mohabbat kii paziiraa.ii hai
vo bhii kahne lage diivaana hai saudaa.ii hai
Umar Quraishi
Ghazal
raaste aise chamak uThte hai.n rafta rafta
muntazir jaise nazar raah me.n phailaa.ii ho
Nabeel Ahmad Nabeel
Ghazal
tuu ne bhii mausamo.n kii paziiraa.ii chho.D dii
ab shauq-e-maah-o-saal mujhe bhii nahii.n rahaa
Baqi Ahmad Puri
Ghazal
saf-basta hai.n har mo.D pe kuchh sa.ng-ba-kaf log
ai zaKHm-e-hunar lutf-e-paziiraa.ii to ab hai
Aitbar Sajid
Ghazal
hotii hai zamaane me.n kis tarah paziiraa.ii
niklo to zaraa ghar se ik zauq-e-safar le kar