SEARCH RESULTS
Showing search results for "چست"
Ghazal MATCHES FOR "چست"
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
kahaa.n vo log jo the har taraf se nastaaliiq
puraanii baat hu.ii chust bandishe.n likhnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
darvesh hai vahii jo riyaazat me.n chust ho
taarik nahii.n faqiir bhii raahat-parast hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
pairahan chust havaa sust kha.Dii diivaare.n
use chaahuu.n use rokuu.n ki judaa ho jaa.uu.n
Shahzad Ahmad
Ghazal
parvaaz me.n hai.n tiitaryaa.n shaad o chust o mast
zeb-e-badan kiye hu.e KHil.at bahaar kaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
baa.ndhaa jo chust chust mazaamiin-e-nau ke saath
bandish se merii ta.ng bahut qaafiye hu.e
Rind Lakhnavi
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
vo ki Thukraate hai.n ma.asuum farishto.n kaa libaas
apne shaitaan se ik chust qabaa chaahte hai.n
Rasheed Kausar Farooquee
Ghazal
ye tanaav jism kaa ba.Dhne nahii.n degaa tujhe
chust pairaahan me.n tuu apne zaraa saa jhol de
Aftab Shamsi
Ghazal
kis rashk-e-gul kii dekhii qabaa us ne ta.ng chust
baahar jo apne jaame se laala nikal gayaa
Rind Lakhnavi
Ghazal
kahtaa hai kaun shaiKH jii maGrib pasand hai.n
patluun chust ke tale shalvaar dekhnaa
Bulbul Kashmiri
Ghazal
ho chukaa thaa jo mire tez-parii se aagaah
chust kar ke mire sayyaad ne shahpar baa.ndhe
Rind Lakhnavi
Ghazal
Mohammad Aazam
Ghazal
qabaa pahante jo barham hu.aa vo chust-qabaa
diyaa hai chiin-e-jabii.n ne bhii saath silvaT kaa