SEARCH RESULTS
Showing search results for "کتاب_عشق"
Ghazal MATCHES FOR "کتاب_عشق"
Ghazal
hairat kitaab-e-'ishq kaa pa.Dhnaa tamaam shud
lekin hai us ke baa'd to jiinaa tamaam shud
Shamsa Najm
Ghazal
kitaab-e-ishq ke jo mo'atabar risaale hai.n
unhii.n me.n husn ke kuchh mustanad havaale hai.n
Anjum Barabankvi
Ghazal
kitaab-e-ishq kaa ik baab likh diyaa mai.n ne
zamii.n saraab falak KHvaab likh diyaa mai.n ne
Anisur Rahman
Ghazal
phir se kitaab-e-'ishq kii tafsiir dekhiye
yaa phir hamaare paa.nv kii zanjiir dekhiye
Moin Alvi Khairabadi
Ghazal
kitaab-e-ishq kii sharh-e-matiin tak pahu.nchuu.n
kabhii to mansab-e-a.alaa-tariin tak pahu.nchuu.n
Qazi anwar
Ghazal
Krishna Kumar Toor
Ghazal
jasta jasta pa.Dh liyaa karnaa mazaamiin-e-vafaa
par kitaab-e-ishq kaa har baab mat dekhaa karo
Ahmad Faraz
Ghazal
har imtihaan me.n pahlaa sabaq to yaad aayaa
kitaab-e-ishq kahii.n darmiyaan bhuul ga.e
Jameel Yusuf
Ghazal
'kaashif' kitaab-e-ishq kaa ijraa na yuu.n karo
yuu.n vaqt na ga.nvaayaa karo vaahiyaat me.n
Kashif Shakeel
Ghazal
kitaab-e-ishq ko chhuune ke vaaste 'nuurii'
vuzuu zaruurii hai to kyo.n vuzuu nahii.n kartaa
Ibrahim Noori
Ghazal
Naeem Akhtar
Ghazal
sitaare aa ga.e zikr-e-gulaab KHatm hu.aa
kitaab-e-‘ishq kaa ik aur baab KHatm hu.aa
Fahmi Badayuni
Ghazal
kitaab-e-ishq hai.n lekin na itnii farsuuda
ki be-pa.Dhe hii faqat mez par sajaa.o hame.n
Manzar Ayubi
Ghazal
mere auraaq-e-pareshaa.n dekhne vaale kabhii
mai.n kitaab-e-ishq thaa aur dil miraa shiiraaza thaa
Saleem Ahmed
Ghazal
maanind-e-kahkashaa.n ye miTaatii hai tiirgii
pa.Dh kar kitaab-e-ishq ko raushan hu.aa huu.n mai.n
Ahmad Adil
Ghazal
ajiib tohfa hai us kii taraf se mere liye
kitaab-e-ishq kaa jo iqtibaas chho.D gayaa