SEARCH RESULTS
Showing search results for "अनल-हक़"
Ghazal MATCHES FOR "अनल-हक़"
Ghazal
siino.n me.n anal-haq kii chubhan dekh rahaa huu.n
ik silsila-e-daar-o-rasan dekh rahaa huu.n
Khizr Nagpuri
Ghazal
shaKHsiyat jis kii anal-haq kii sazaa-vaar lage
har taraf us ke na kyo.n falsafa-e-daar lage
Shariq Jamal Nagpuri
Ghazal
Pandit Tribhuvannath Zutshi Zar Dehlvi
Ghazal
shor-e-da.avaa-e-anal-haq hai ki thamtaa hii nahii.n
ko.ii suntaa hii nahii.n merii kahaanii ya.anii
Muhib Aarfi
Ghazal
faroG-e-jazb-e-anal-haq me.n ra.g-e-huu haq hai
hu.e jo ahl-e-nazar un kaa saaf hai mirraat
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
kahaa.n mai.n aur kahaa.n KHabt-e-anal-haq
ko.ii mere sivaa hai mai.n nahii.n huu.n
Azad Ansari
Ghazal
ai dasht-e-anal-haq tire qurbaan abhii tak
vo manzil iz.haar-e-sadaaqat nahii.n aa.ii
Aitbar Sajid
Ghazal
aaj kis samt se aavaaz-e-anal-haq aa.ii
ko.ii mansuur-sifat bhii to sar-e-daar nahii.n
Abdullateef Shauq
Ghazal
zabaa.n pe harf-e-anal-haq laraz rahaa hai kyo.n
junuun-e-ishq tazabzub kaa marhala kyo.n hai
Pinhaan
Ghazal
naa'ra-e-anal-haq se ham to sirf ye samjhe
baat thii chhupaane kii kah ga.e zamaane se
Ustad Azmat Hussain Khan
Ghazal
tum shor-e-anal-haq ko dabaa hii nahii.n sakte
ye jaan lo mansuur sar-e-daar bahut hai.n
Umar Quraishi
Ghazal
ham ko da.avaa-e-anal-haq to nahii.n hai lekin
aisaa lagtaa hai ye ham ne hii kahaa ho jaise
Zaka Siddiqui
Ghazal
uThii sadaa-e-anal-haq variid-e-jaa.n ke qariib
sunaa hai tum bhii vahii.n ho 'ajiib aadmii ho
Abid Raza
Ghazal
chhe.D de saaz-e-anal-haq jo dobaara sar-e-daar
bazm-e-rindaa.n me.n ab aisaa ko.ii mansuur nahii.n
Safi Lakhnavi
Ghazal
rah gayaa ban kar junuun-e-ishq sharh-e-kaa.enaat
ek vo lafz-e-anal-haq jo ki gustaaKHaana thaa
Abdul Majeed Dard Bhopali
Ghazal
jis ne ta.aliim-e-anal-haq dii tujhe roz-e-alast
hai.n usii ustaad ke shaagird ai mansuur ham