SEARCH RESULTS
Showing search results for "असर-अंदाज़"
Ghazal MATCHES FOR "असर-अंदाज़"
Ghazal
naGma-haa-e-asar-andaaz kahaa.n se laa.uu.n
soz me.n Duubaa hu.aa saaz kahaa.n se laa.uu.n
Ahmar Gorakhpuri
Ghazal
aaKHir tum par hijr asar-andaaz hu.aa
tum ne aaKHir-kaar sa.nvarnaa chho.D diyaa
Mehshar Afridi
Ghazal
KHaufnaakii asar-andaaz hu.aa kartii hai
is ko aKHbaar kii maanind na ghar ghar phailaa
Anwar Minai
Ghazal
ishq mahkuum sahii bekas-o-majbuur sahii
husn tanhaa bhii hu.aa hai asar-andaaz kahii.n
Saghir Ahmad Saghir Ahsani
Ghazal
vaqaar-e-shaKHsiyat me.n farq to pa.Dtaa nahii.n lekin
asar-andaaz hotaa hai hamaaraa dekhnaa tujh ko
Iqbal Ashhar Quraishi
Ghazal
shabaahat pe adaakaarii asar-andaaz hotii hai
abhii tak to ye chehraa hai kahii.n Gaaza na ho jaa.e
Ahmad Kamal Parwazi
Ghazal
hasiino.n kii adaa.o.n ke asar-andaaz hote hii
kabhii dil shaad hotaa hai kabhii naashaad hotaa hai
Sardar Panchhi
Ghazal
kyaa asar-andaaz hotaa us pe afsaana 'nazar'
lafz bhii maa.nge hu.e mafhuum bhii apnaa na thaa
Jamil Nazar
Ghazal
chashm-e-saaqii kii tarah hai asar-andaaz ai shaiKH
ba.ad tauba ke chhalaknaa bhare paimaano.n kaa
Riyaz Khairabadi
Ghazal
inqalaab aaya zamaane me.n to kis ke dam se
kis kaa lahja asar-andaaz hu.aa mere baad
Maqsood Nashtari
Ghazal
kyaa asar-andaaz hotaa us pe afsaana 'nazar'
lafz bhii maa.nge hu.e mafhuum bhii apnaa na thaa
Jamil Nazar
Ghazal
tumhaarii zaat se mansuub ho kar bas yahii jaanaa
hamesha aagahii dil par asar-andaaz hotii hai
Shahid Anwar
Ghazal
du.aa ham-zaad ho saktii diyaa hamraaz ho saktaa
mai.n viiraanii pe itnaa to asar-andaaz ho saktaa
Shaheen Abbas
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
mutma.in KHud hii nahii.n phir asar-andaaz ho kyaa
pand-e-vaa.iz abhii andesha-e-anjaam me.n hai