SEARCH RESULTS
Showing search results for "आपका"
Ghazal MATCHES FOR "आपका"
Ghazal
kis se puuchhuu.n tire aaqaa kaa pata ai rahvaar
ye alam vo hai na ab tak kisii shaane se uThaa
Parveen Shakir
Ghazal
raasta chalne kii ik chhe.D thii tuu aaqaa na aa
ham to ye qaul ye va.ada ye qasam dekhte hai.n
Safi Aurangabadi
Ghazal
Khurshid Talab
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
kahaa.n ga.ii vo ku.nvaarii udaas bii-aapaa
jo gaa.nv gaa.nv me.n rishte talaash kartii thii
Wasi Shah
Ghazal
yahaa.n 'ayaaz' hai aaqaa Gulaam hai 'mahmuud'
'jaliil' kyaa mai.n kahuu.n tum se kaarKHaana-e-ishq
Jaleel Manikpuri
Ghazal
mire maalik mire aaqaa mai.n banda aap kaa lekin
milaa hai hukm uupar se giraftaarii to karnii hai
Tashna Azmi
Ghazal
shikva jo be-naukrii kaa karte hai.n naadaan hai.n
aap aaqaa hai kisii kaa jo ko.ii naukar nahii.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
thaa hind kii jaanib mire aaqaa kaa ishaara
KHushbu-e-mohabbat to hamesha se yahii.n hai
Rahman Jami
Ghazal
aa.nkho.n ko intishaar hai dil be-qaraar hai
ai aane vaale aaqaa tiraa intizaar hai
Iqbal Husain Rizvi Iqbal
Ghazal
badan kii qaid me.n hai Gam mujhe terii judaa.ii kaa
mire aaqaa mujhe bhii ek mauqa de rihaa.ii kaa
Vishnu Virat
Ghazal
aaqaa se 'riyaaz' aap to kahte nahii.n kuchh bhii
auro.n se gila kaam hamaaraa nahii.n hotaa
Riyaz Khairabadi
Ghazal
har zarra nazar aataa hai KHurshiid-badaamaa.n
jalve hai.n ajab se mire aaqaa kii galii me.n
Mohammad Aazam Chishti
Ghazal
har jaanib ik khel hai aapaa-dhaapii kaa
manzar manzar kaisii vahshat rakkhii hai
Parvez akhtar
Ghazal
Sabahat Urooj
Ghazal
dekho aaqaa kii galii aur vo rauza dekho
apnii nazro.n ko sukuu.n baKHsh do ka.aba dekho