SEARCH RESULTS
Showing search results for "इरम"
Ghazal MATCHES FOR "इरम"
Ghazal
jahaa.n teraa naqsh-e-qadam dekhte hai.n
KHayaabaa.n KHayaabaa.n iram dekhte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
tubaa-e-bahishtii hai tumhaaraa qad-e-ra.anaa
ham kyuu.nkar kahe.n sarv-e-iram kah nahii.n sakte
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
dev-e-safed kii qasam aur koh-e-qaaf kii
baaG-e-iram kii aur paristaan kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
na.e jahaan basaa.e hai.n fikr-e-aadam ne
ab is zamii.n pe iram hii nahii.n kuchh aur bhii hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Erum Zehra
Ghazal
jo shaKHs muqiim-e-rah-e-dildaar hai.n zaahid
firdaus lage un ko na baaG-e-iram achchhaa
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
garm sunsaan qariyo.n kii dhartii mahakne lagii
KHaak rashk-e-iram ban ga.ii so raho so raho
Nasir Kazmi
Ghazal
harf-e-inkaar hai kyuu.n naar-e-jahannam kaa haliif
sirf iqraar pe kyuu.n baab-e-iram khultaa hai
Waheed Akhtar
Ghazal
zaahid talaash kartaa huu.n apne sanam ko mai.n
tujh ko sanam ke badle iram kii talaash hai
Fana bulandshahri
Ghazal
jo apne dil se 'iram' ko nikaal baiThaa hai
ham us ke saamne hijr-o-visaal kyaa rakhte
Erum Zehra
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
'iram' par dhuup kaa ehsaas Gaalib aa nahii.n saktaa
mire sar par abhii tak saaya-e-diivaar zinda hai
Erum Zehra
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
KHvaabo.n ko hii 'iram' ne asaasa banaa liyaa
rahne do mere paas ye jaagiir KHvaab kii
Erum Zehra
Ghazal
gar ko.ii baKHshtaa hai bulaa kar iram in.aam
bulbul ke achchhe man me.n jo ban chho.D na jaanaa