SEARCH RESULTS
Showing search results for "ईसार"
Ghazal MATCHES FOR "ईसार"
Ghazal
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
mohabbat jazba-e-iisaar se parvaan cha.Dhtii hai
KHuluus-e-dil na ho to dostii se kuchh nahii.n hotaa
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
meraa iisaar mire zo.am me.n be-ajr na thaa
aur mai.n apnii adaalat me.n bhii jhuuTaa niklaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
ahl-e-Gam tum ko mubaarak ye fanaa aamaadgii
lekin iisaar-e-mohabbat jaan de denaa nahii.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
bahut ehsaan jataane se ta'alluq TuuT jaataa hai
bahut iisaar-o-qurbaanii ke jazbe maar dete hai.n
Nuzhat Abbasi
Ghazal
buKHl se mansuub karte hai.n zamaane ko sadaa
gar kabhii taufiiq-e-iisaar o ataa paate hai.n ham
Altaf Hussain Hali
Ghazal
Hina Rizvi
Ghazal
jis taraf dekhaa udhar apne hii the KHanjar-ba-kaf
phir mire iisaar ko talvaar to honaa hii thaa
Salim Shuja Ansari
Ghazal
rang iisaar ke chehre kaa nikhartaa kaise
zaKHm ahbaab na dete to sa.nvartaa kaise
Aalam Nizami
Ghazal
Mahboob Khizan
Ghazal
iisaar chaahtii hai mohabbat ba-naam-e-tark
ab imtihaan-e-zarf hai himmat kii baat hai
Talib Dehlavi
Ghazal
bahut ehsaa.n jataane se ta'alluq TuuT jaataa hai
bahut iisaar-o-qurbaanii ke jazbe maar dete hai.n
Nuzhat Abbasi
Ghazal
iisaar-e-KHud-shanaasii tauhiid aur sadaaqat
ai dil sutuun hai.n ye aivaan bandagii ke
Shakeb Jalali
Ghazal
iisaar aur vafaa kii mire daastaa.n ye hai
jab bhii vatan pe vaar hu.e mai.n sipar hu.aa