SEARCH RESULTS
Showing search results for "कुमक"
Ghazal MATCHES FOR "कुमक"
Ghazal
mai.n to dushman ko bhii mushkil me.n kumak bhejuu.ngaa
itnii jaldii use paspaa nahii.n hone denaa
Amir Ameer
Ghazal
ye kaisii be-hisii hai ki patthar hu.ii hai aa.nkh
vaise to aa.nsu.o.n kii kumak baar-haa milii
Saqi Faruqi
Ghazal
'shuja.a' shaa.irii hotii hai zaat ke bal par
mirii kumak pe ko.ii KHaandaan tho.Dii hai
Shuja Khaavar
Ghazal
ye kaisii baat miraa mehrbaan bhuul gayaa
kumak me.n tiir to bheje kamaan bhuul gayaa
Anjum Khaleeq
Ghazal
phir pas-e-paspaa.ii meraa hausla zinda hu.aa
aasmaa.n se phir ko.ii taaza kumak aane ko hai
Abbas Tabish
Ghazal
jab mu.nDero.n pe parindo.n kii kumak jaarii thii
lafz the lafzo.n me.n ehsaas kii sardaarii thii
Hammad Niyazi
Ghazal
har qadam taaza kumak miltii rahii apne KHilaaf
meraa apnaa hii aduu mere alaava kaun thaa
Shakeel Jazib
Ghazal
ko.ii dhuul u.Dtii thii raasto.n pe na khul sakaa
vo Ganiim thaa ki kumak Gubaar me.n kaun thaa
Sattar Syed
Ghazal
machaa hu.aa hai badan me.n lahuu kaa vaavailaa
kahii.n se ko.ii kumak laa.o zahr kaarii hai
Razi Akhtar Shauq
Ghazal
larzish-e-lab ko zabaa.n ko.ii kumak de na sakii
puuchhne par bhii to elaan-e-tamannaa na hu.aa
Rasheed Kausar Farooquee
Ghazal
ye bhii mumkin hai miraa saaya miraa saath na de
ye bhii mumkin hai mujhe terii kumak aa jaa.e
Rashid Ameen
Ghazal
ab mai.n huu.n faqat aur ko.ii haa.nptaa sahraa
aa.ii thii mire saath un ashko.n kii kumak tak
Musavvir Sabzwari
Ghazal
havaa-e-sub.h-vatan ik zaraa kumak ki kahii.n
dikhaa.ii duu.n lab-e-ahbaab par khilaa hu.aa mai.n
Talib Husain Talib
Ghazal
pahle dekhtaa huu.n mai.n kumak KHayaalo.n kii
phir lafzo.n ke lashkar dekhne lagtaa huu.n
Zakariya Shaz
Ghazal
Waliullah Muhib
Ghazal
bhej kuchh taaza kumak mere musaafir ke liye
phir utartaa hai mire dasht me.n lashkar ko.ii
Shahid Kamal
Ghazal
ko.ii kumak to mile ab mudaafa.at ke liye
vagarna rang kii taaqat bhii kho rahaa hai lahuu