SEARCH RESULTS
Showing search results for "ख़याल-ए-तर्क-ए-सफ़र"
Ghazal MATCHES FOR "ख़याल-ए-तर्क-ए-सफ़र"
Ghazal
KHabar to thii ki ma.aal-e-safar hai kyaa lekin
KHayaal-e-tark-e-safar umr bhar nahii.n aayaa
Aftab Hussain
Ghazal
KHayaal-e-tark-e-ta.alluq ko Taalte rahiye
havaa me.n ko.ii hayuulaa uchhaalte rahiye
Kishwar Naheed
Ghazal
KHayaal-e-tark-e-tamannaa na kar sake tuu bhii
udaasiyo.n kaa mudaavaa na kar sake tuu bhii
Nasir Kazmi
Ghazal
vahii.n tark-e-safar kar lenaa la.ngar chho.D denaa
utarne jab lage tuufaa.n samundar chho.D denaa
Shakeb Ghausi
Ghazal
daanista kar ke tark-e-safar ro pa.De hai.n ham
kis ko hamaare Gam kii KHabar ro pa.De hai.n ham
Fatima Taj
Ghazal
Kausar Niyazi
Ghazal
Akhtar Shumar
Ghazal
ye tark-e-rabt to fardaa pe Taal rakhnaa thaa
kisii bhii haal me.n rishta bahaal rakhnaa thaa
Dinesh Kumar Drouna
Ghazal
baa.is-e-tark-e-mulaaqaat bataa.e ko.ii
baat kyaa ho ga.ii aaKHir ye jataa.e ko.ii
Ashok Sawhny Sahil
Ghazal
koshish-e-tark-e-mulaaqaat kaa afsos nahii.n
ab hame.n un kii kisii baat kaa afsos nahii.n
Khalish Barodvi
Ghazal
apne gumaan-e-tark-e-mohabbat ko kyaa hu.aa
phir saamne hai ek badan sochtaa hu.aa
Saifi Premi
Ghazal
baa.is-e-tark-e-mulaaqaat bataa.o to sahii
chaahne vaalaa ko.ii ham saa dikhaa.o to sahii
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
girya, maayuusii, Gam-e-tark-e-vafaa kuchh na rahaa
zindagii rah ga.ii jiine kaa mazaa kuchh na rahaa
Kishwar Naheed
Ghazal
koshish-e-tark-e-ta.alluq ne rulaayaa hai bahut
bhuulnaa chaahaa jab us ko yaad aayaa hai bahut
Khaleel Farhat Karanjavi
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
kis dil se ham iraada-e-tark-e-junuu.n kare.n
mumkin nahii.n ki KHvaahish-e-sahraa kaa KHuu.n kare.n
Ejaz Asif
Ghazal
ne.amat-e-tark-e-talab tark-e-tamannaa maa.nge
dene vaale se jo maa.nge bhii to kyaa maa.nge
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
sabab-e-tark-e-mulaaqaat ko.ii hai to sahii
na sahii baat magar baat ko.ii hai to sahii
Aleem Akhtar muzaffarnagri
Ghazal
Aziz Qaisi
Ghazal
ab KHayaal-e-tark-e-rabt-o-zabt hai
KHud-baKHud sharmaa rahii hai un kii yaad