SEARCH RESULTS
Showing search results for "ख़ुश्की"
Ghazal MATCHES FOR "ख़ुश्की"
Ghazal
sharmindagii hai ham ko bahut ham mile tumhe.n
tum sar-ba-sar KHushii the magar Gam mile tumhe.n
Jaun Eliya
Ghazal
ba-shart-e-faal kisii KHaal par mai.n vaaru.ngaa
chaman pahaa.D daman dasht jhiil KHushkii tarii
Shahzad Qais
Ghazal
KHushkii pe havaa rahne na degii ko.ii manzar
aa.nkhe.n hai.n mire paas to paanii hai zaruurii
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
dii tuu ne mujhe saltanat-e-bahr-o-bar ai ishq
ho.nTo.n ko jo KHushkii mirii aa.nkho.n ko tarii dii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
chhalak na jaa.e miraa ranj merii aa.nkho.n se
tumhe.n to apnii KHushii ko chhupaanaa aanaa hai
Idris Babar
Ghazal
Aagha Akbarabadi
Ghazal
ek qadam KHushkii par hai aur duusraa paanii me.n
saarii umr basar kar dii hai naql-e-makaanii me.n
Jamal Ehsani
Ghazal
ek hii ghuu.nT sahii aaj to pii le zaahid
kuchh na kuchh zohd kii KHushkii ko samoyaa jaa.e
Gopal Mittal
Ghazal
rangat hai zard ruKH kii to KHushkii labo.n pe hai
aasaar 'ishq ke hai.n kahii.n dil lagaa na ho
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
sub.h-dam dekhaa to KHushkii par ta.Daptaa thaa bahut
ek manzar diida-e-namnaak se bichh.Daa hu.aa
Jamal Ehsani
Ghazal
KHush vo hai jis ke vaaste duniyaa saraab hai
us kii KHushii bhii kyaa jo mayassar se KHush hu.aa
Jamal Ehsani
Ghazal
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
Amardeep Singh
Ghazal
Turfa Qureshi
Ghazal
KHushkii ke rahbaro.n se to ye bhii na ho sakaa
kuchh to KHudaa kaa naam chalaa naa-KHudaa.o.n me.n