SEARCH RESULTS
Showing search results for "गर्दिश-ए-वक़्त"
Ghazal MATCHES FOR "गर्दिश-ए-वक़्त"
Ghazal
gardish-e-vaqt se 'iqbaal' pareshaan na ho
ye tabaahii bhii guzar jaa.egii hairaan na ho
Iqbal Bharti
Ghazal
gardish-e-vaqt se yuu.n aa.nkh milaa kar dekhe
Gam me.n duniyaa ke ko.ii ashk bahaa kar dekhe
Mahir Ratlami
Ghazal
gardish-e-vaqt phir ik taaza safar maa.nge hai
aur mirii KHaana-badoshii ko.ii ghar maa.nge hai
Muntazir Qaimi
Ghazal
Sabiha Sadaf
Ghazal
gardish-e-vaqt kaa manzar nahii.n dekhaa jaataa
yaar ke haath me.n KHanjar nahii.n dekhaa jaataa
Umair Ali Anjum
Ghazal
gardish-e-vaqt pe ham gahrii nazar rakhte hai.n
apne dushman ko parakhne kaa hunar rakhte hai.n
Sarfraz Khan Nadeem
Ghazal
gardish-e-vaqt ye kis mo.D pe laa.ii mujh ko
apnii har saa.ns bhii lagtii hai paraa.ii mujh ko
Dr. Abdullah
Ghazal
gardish-e-vaqt kii raftaar se baate.n kii hai.n
ham ne jab gesuu-e-KHamdaar se baate.n kii hai.n
Khan Ateeq Afridi
Ghazal
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
Shahid Makuli
Ghazal
gardish-e-vaqt ne kiyaa KHaamosh
varna 'taskii.n' naqiib thaa pahle