SEARCH RESULTS
Showing search results for "चरागाह-ए-ग़ज़ालाँ"
Ghazal MATCHES FOR "चरागाह-ए-ग़ज़ालाँ"
Ghazal
yaad me.n us chashm-e-fattaa.n kii sadaa
dil charaagaah-e-Gazaalaa.n hii rahaa
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
ik nazar dekh sakegaa na tirii chashm-e-siyaah
sabza-e-KHat bhii charaagaah-e-Gazaalaa.n hogaa
Meer Kallu Arsh
Ghazal
Ibn-e-Safi
Ghazal
diida-o-dil pe kiyaa kartii hai kyaa kyaa jaaduu
mastii-o-shoKHii-e-chashmaan-e-Gazaalaa.n har shab
Ram Krishn Muztar
Ghazal
ye qalam mujrim-e-tausiif-e-Gazaalaa.n 'anjum'
vaqt pa.Dne pe to ye fiil kaa aa.nkas niklaa
Anjum Khaleeq
Ghazal
nasiim-e-yaad-e-Gazaalaa.n chalii na phuul khile
vo regzaar mile mausam-e-javaanii ko
Khurshid Ahmad Jami
Ghazal
huu.n vo majnuu.n ki kare hai mirii paa-bosii ko
silsila halqa-e-chashmaan-e-Gazaalaa.n paidaa
Shah Naseer
Ghazal
saaqiyaa hijr me.n mai-KHaana bayaabaa.n hogaa
daur-e-saaGar bhii ram-e-chashm-e-Gazaalaa.n hogaa
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
Saba Akbarabadi
Ghazal
har bait jis ke faiz se bait-ul-Gazal bane
ab vo suruur-e-chashm-e-Gazaalaa.n nahii.n rahaa
Gulzar Dehlvi
Ghazal
nigaar-e-husn-e-Gazaalaa.n bahaar raahat-e-jaa.n
sahar kaa nuur hai vo maahtaab hai kyaa hai
Naeem Saba
Ghazal
Farooq Nazki
Ghazal
Saifuddin Saif
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
KHvaab sharminda-e-ta.abiir ka.ii the 'nashtar'
zindagii arsa-gah-e-KHvaab-e-Gazaalaa.n to na thii
Shakeel Nashtar
Ghazal
aazaad ghuumne de charaa-gaah-e-ziist me.n
kar tausan-e-KHayaal ko zaKHmii na e.D se
Azwar Shirazi
Ghazal
jin par na saa.e zulf-e-Gazaalaa.n ke pa.D sake
ehsaas kii nigaah me.n viiraane ban ga.e
Saghar Siddiqui
Ghazal
na.ii tahziib kaise lucknow ko raas aa.egii
uja.D jaa.egaa ye shahr-e-Gazaalaa.n ham na kahte the