SEARCH RESULTS
Showing search results for "जश्न-ए-ना-मुरादी"
Ghazal MATCHES FOR "जश्न-ए-ना-मुरादी"
Ghazal
shuGl-e-mai-parastii go jashn-e-naa-muraadii thaa
yuu.n bhii kaT ga.e kuchh din tere sogvaaro.n ke
Sahir Ludhianvi
Ghazal
mujhe bulaataa hai phir vahii shahr-e-naa-muraadii
ki aarzuu aablo.n me.n tasviir dekhtii hai
Kishwar Naheed
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
bhaTak rahaa hai jo kashkol-e-naa-muraadii liye
samajhtaa KHud ko sikandar hai kyaa kiyaa jaa.e
Farzana Parveen
Ghazal
aaj zer-e-naa-muraadii huu.n vagarna baarhaa
kaT gayaa patthar kaa siina mere TuuTe tiir se
Shehla Kaleem
Ghazal
Aslam Aazad
Ghazal
havaa kuchh aisii chalii dasht-e-naa-muraadii se
uja.D ke bas na sake phir kabhii dilo.n ke dayaar
Mohsin Ehsan
Ghazal
mere atraaf rahtaa hai hujuum-e-naa-muraadii
jabiin-e-naa-rasaa me.n aastaana ho gayaa huu.n
Ainuddin Azim
Ghazal
Abdul Majeed Salik
Ghazal
Amjad Najmi
Ghazal
Shahram Sarmadi
Ghazal
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
garmii-e-hangaama Gaalib go tirii mahfil me.n hai
ik hujuum-e-naa-muraadii ab bhii tere dil me.n hai