SEARCH RESULTS
Showing search results for "ज़रख़ेज़ी"
Ghazal MATCHES FOR "ज़रख़ेज़ी"
Ghazal
baaliida baar-aavar honaa miTTii ho jaanaa
sarsabzii zarKHezii kaisii banjar-vanjar kyaa
Zeb Ghauri
Ghazal
dil kii miTTii kii zarKHezii aisii hai ki
kaisii bhii ho chiiz ugaa.ii jaa saktii hai
Renu Nayyar
Ghazal
bar-haq hai tuu patthar patthar phuul khilaane vaale
zarKHezii me.n banjar Daale jaisii terii marzii
Muzaffar Hanfi
Ghazal
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
paanii me.n bhii chaa.nd sitaare ug aate hai.n
aa.nkh se dil tak vo zarKHezii ho jaatii hai
Haider Qureshi
Ghazal
kisii bhii sher ko haasil hu.ii na zarKHezii
mai.n Dhuu.nDhtaa rahaa sahraa.o.n me.n numuu ab tak
Sanjay Mishra Shauq
Ghazal
zarKHezii-e-zamiin-e-suKHan ke liye mufiid
dil kii havaa shu.uur kaa paanii nazar kii dhuup
Fasihullah Naqeeb
Ghazal
jo munhasir hai lahuu par chaman kii zarKHezii
to phir hamaare lahuu se ye KHaak nam kar lo
Talib Mahmud
Ghazal
hamaare dam se hai qaa.em zamii.n kii zarKHezii
hamaaraa faiz hai shaaKH-e-shajar se aage bhii
Sattar Syed
Ghazal
aashnaa hai vo mirii miTTii kii zarKHezii se
vo mire jism pe ab zaKHm bhii bo saktii hai
Amaan Haidar
Ghazal
miTTii pe karam KHaas thaa zarKHezii-e-jaa.n kaa
ik nam thaa jo darkaar gul-e-tar se nikaalaa
Nasreen Syed
Ghazal
baras rahaa thaa zamii.n par lahuu lahuu taaza
nigah nigah me.n samaane lagii thii zarKHezii
Sajid Hameed
Ghazal
Meeraji
Ghazal
'KHumaar' un se tark-e-ta.alluq bajaa
magar jiite-jii kaise mar jaa.uu.n mai.n
Khumar Barabankavi
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
dafn ho jaa.e.n ki zarKHez zamii.n lagtii hai
kal isii miTTii se shaayad mirii shaaKHe.n nikle.n
Gulzar
Ghazal
insaan jiite-jii kare.n tauba KHataa.o.n se
majbuuriyo.n ne kitne farishte banaa.e hai.n