SEARCH RESULTS
Showing search results for "ज़रताब"
Ghazal MATCHES FOR "ज़रताब"
Ghazal
'taabish' ye teraa aks nahii.n merii aa.nkh me.n
is jhiil me.n ye partav-e-zartaab aur hai
Abbas Tabish
Ghazal
ziist karne ko bahut chashm-e-fusuu.n-kaar mujhe
vo mire ishq ke zartaab se kam vaaqif hai
Nadiya ambar lodhi
Ghazal
sub.h kii dhuup dhundhalko.n me.n badal jaatii hai
shaaKH-e-iflaas pe zartaab samar aane tak
Jamuna Parsad Rahi
Ghazal
raushnii shaam kii sun paa.e na aavaaza-e-shab
mohr-e-zartaab kaa aafaaq se paimaa.n ho jaa.e
Arsh Siddiqui
Ghazal
KHush-baKHtiyo.n ke dil-nashii.n a.asaab tum to ho
husn-e-karam ke paikar-e-zartaab tum to ho
Ain Shujabadi
Ghazal
chaa.nd ke jalve bhii tujh ko aa.e.nge phiike nazar
ik nazar pahle tuu us kaa chehra-e-zartaab dekh
Adil Hera
Ghazal
reg-e-saahil pe miraa baiThnaa taa-der aur 'zeb'
bahr-e-zartaab kaa vo merii viraasat lagnaa
Zeb Ghauri
Ghazal
isii pahaa.D ke piichhe hai vaadii-e-zartaab
yahaa.n jo qaafile pal-bhar ruke hu.e barbaad
Hamidi Kashmiri
Ghazal
ye kis hasii.n kaa chehra-e-zartaab bujh gayaa
pahle kabhii to itnaa nahii.n thaa udaas chaa.nd
Shehzad Anjum Burhani
Ghazal
kyaa un ko nazar aate bhalaa KHaak me.n gauhar
guzre jo nahii.n KHvaahish-e-zartaab se aage
Mumtaz Athar
Ghazal
TuuT bhii sakte hai.n 'zaryaab' ye naazuk rishte
saamne us ke kabhii shikva-e-bejaa na kare.n
Hajra Noor Zaryab
Ghazal
Hajra Noor Zaryab
Ghazal
Noshi Gilani
Ghazal
ham tire qarya-e-jaa.n-taab me.n itnaa Thahre
ya.anii ik lamha guzaar aa.e hai.n ujlat ke baGair
Pirzada Qasim
Ghazal
bichha.D kar tujh se ai 'zaryaab' ab to
mai.n har jazbe se aarii ho ga.ii huu.n
Hajra Noor Zaryab
Ghazal
tuu hii jaane iraada teraa 'zaryaab'
magar mai.n tujh ko paanaa chaahtii huu.n
Hajra Noor Zaryab
Ghazal
'zaryaab' se ye tum ne kahaa chaahtaa huu.n mai.n
patthar sii ho ga.ii hai nazar tum ko is se kyaa
Hajra Noor Zaryab
Ghazal
Hajra Noor Zaryab
Ghazal
us ne dil haar ke 'zaryaab' mujhe jiit liyaa
ishq kii riit hai duniyaa se niyaarii paagal
Hajra Noor Zaryab
Ghazal
'zaryaab' to bashar hai magar bas karam kii baat
rag rag me.n tuu hii tho.Daa saa jaah-o-jalaal de