SEARCH RESULTS
Showing search results for "तलाश-ए-बहर"
Ghazal MATCHES FOR "तलाश-ए-बहर"
Ghazal
muu.nd kar aa.nkhe.n talaash-e-bahr-o-bar karne lage
log apnii zaat ke andar safar karne lage
Iqbal Sajid
Ghazal
Wasif Dehlvi
Ghazal
shabaab yaad dilaate hai sar-safedii-e-'bahr'
hai aaftaab-e-javaanii kii ye nishaanii dhuup
Imdad Ali Bahr
Ghazal
bahut pasand hai mujh ko ye bol-chaal a 'bahr'
qasam KHudaa kii ye tarz-e-bayaa.n bahut achchhaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Ibn-e-Safi
Ghazal
dekhiye chal kar zaraa kaifiyyat-e-josh-e-bahaar
jhuumte hai.n pe.D gir gir kar sa.nbhaltii hai havaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
dekhiye jaa kar zaraa kaifiyyat-e-josh-e-bahaar
jhuumte hai.n pe.D gir gir kar sa.nbhaltii hai havaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
ai 'bahr' rahm khaa.egaa vo rone par zaruur
dho rakhiye apne mu.nh ko zaraa chashm-e-tar se aap
Imdad Ali Bahr
Ghazal
basar-e-piir-e-muGaa.n ruuh tuu hii hii ai ruuh
jald shiishe se nikal jism-e-qadh-e-nosh me.n aa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
ta.Dap dikhaa na ise 'bahr' maahii-e-dil kii
Gazab hu.aa jo vo taar-e-nigaah shast hu.e
Imdad Ali Bahr
Ghazal
hai iztiraab faaqe me.n uTh baiTh bahr-e-quut
zaahid kujaa o roza kujaa o kujaa namaaz
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
'bahr' apnii apnii qismat hai ba-shakl-e-mehr-o-maah
zar use baKHshaa use kaasa diyaa KHairaat kaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
vahii dushman-e-jaa.n hai ai 'bahr' meraa
jise jaan se mai.n sivaa chaahtaa huu.n
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
'bahr' ayyaam-e-judaa.ii me.n na kap.De phaa.Do
ye samajh lo ki shab-e-vasl ke kaffaare hai.n
Imdad Ali Bahr
Ghazal
chale bahaar ke ayyaam saaqii-e-gul-ruu
miraa shabaab hai mehmaan laa shitaab sharaab