SEARCH RESULTS
Showing search results for "तिफ़्ल-ए-मकतब"
Ghazal MATCHES FOR "तिफ़्ल-ए-मकतब"
Ghazal
vo tifl-e-maktab-e-rasm-e-vafaa hamii.n to na the
jo apnii yaado.n kaa mela lagaa ke baiTh rahe
Shafqat Tanveer Mirza
Ghazal
abhii tifl-e-maktab huu.n aur naa-ahl bhii
kidhar le chale imtihaano.n kii jaanib
Jina Quraishi
Ghazal
ek sabaq raTte to hai.n par yaad nahii.n hotaa
tifl-e-maktab kab se khole basta baiThe hai.n
Akhilesh Tiwari
Ghazal
ba.De-ba.Do.n ko samajh rahaa hai jo tifl-e-maktab
'nadiim' aaKHir vo kaun paagal hai mere andar
Nadeem Fazli
Ghazal
hai garche tifl-e-maktab vo shoKH abhii to lekin
jis se milaa hai us kaa ustaad ho milaa hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
Zaheer Hasnain
Ghazal
Prem Lal Shifa Dehlvi
Ghazal
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
yuu.n lagaa rakhii hai dil se zindagii kii aarzuu
jaise tifl-e-jaa.n-ba-lab mazduur kii aaGosh me.n
Abdur Rauf Shahid Ansari
Ghazal
galii me.n taak me.n baiThe hai.n tifl-e-sa.ng-ba-dast
ai merii KHvaahish-e-ayyaar aa.ngano.n tak rah
Jawayd Anwar
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n rotaa thaa ba-tarz-e-tifl-e-naadaa.n
ba.Dii mushkil se bahlaayaa gayaa huu.n
Azeez Moradabadi
Ghazal
Rehman Faris
Ghazal
aa.nkho.n ne be-qaraarii-e-tifl-e-sarishk se
paidaa kiyaa hai ma.adan-e-siimaab kaa KHavaas