SEARCH RESULTS
Showing search results for "तिलिस्म-ए-रमक़"
Ghazal MATCHES FOR "तिलिस्म-ए-रमक़"
Ghazal
tilism-e-shams-o-nujuum-o-qamar se guzre hai.n
dayaar-e-husn kii har rahguzar se guzre hai.n
Naim Hamid Ali
Ghazal
TuuTtaa kaise tilism-e-qaid-o-band-e-harf-o-lafz
vo ishaara nusKHa-e-jaaduu-bayaanii de gayaa
Shehzad Anjum Burhani
Ghazal
baarish kii rut thii raat thii pahluu-e-yaar thaa
ye bhii tilism-e-gardish-e-lail-o-nahaar thaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
tilism-e-kaif-o-nazar mudda.aa-e-be-KHabarii
tilism-e-hosh-o-KHirad kaa nisaab kyaa hogaa
Anees Sultana
Ghazal
Iqbal Azeem
Ghazal
guldasta-e-jihaat thaa naira.ng-e-raah-e-ishq
thaa ik tilism-e-husn-e-KHayaabaan-e-daam-e-shaam
Muneer Niyazi
Ghazal
tilism-e-KHaana-e-mahviyyat-e-KHayaal na puuchh
na aa.e ho.nge yahaa.n vo na ham ga.e ho.nge
Samia Naseem
Ghazal
nazar-baazii tilism-e-vahshat-aabaad-e-paristaa.n hai
rahaa begaana-e-taasiir afsuu.n aashnaa.ii kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
to.D Daalegii yahii KHaak tilsim-e-shab-o-roz
garche uljhii hu.ii taqdiir ke pechaak me.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
ye duniyaa ik tilism-e-aab-o-gil hai
yahaa.n sab raa.egaa.n rakkhaa hu.aa hai
Kashif Husain Ghair
Ghazal
TuuT jaa.egaa tililsm-e-raastii-o-rahbarii
mai.n agar aa.iina rakh duu.n rahnumaa ke saamne
Urooj Zaidi Badayuni
Ghazal
ko.ii nazar kisii aalam me.n kaamyaab nahii.n
tilism-e-suurat-o-ma.anii tiraa javaab nahii.n
Kaif Moradaabadi
Ghazal
tilism-e-lafz-o-ma.aanii ko taar taar kare.n
tasavvuraat kii nudrat ko aashkaar kare.n
Samad Ansari
Ghazal
tavaqqu.aat ke jaaduu kaa zor to TuuTaa
shikast aaj tilism-e-umiid-o-yaas hu.aa
Mukhtar Hashmi
Ghazal
zindagii kyaa thii tilism-e-aab-o-gil
mai.n KHudaa jaane ki kyaa samjhaa kiyaa