SEARCH RESULTS
Showing search results for "नस्लें"
Ghazal MATCHES FOR "नस्लें"
Ghazal
jurm aadam ne kiyaa aur nasl-e-aadam ko sazaa
kaaTtaa huu.n zindagii bhar mai.n ne jo boyaa nahii.n
Muneer Niyazi
Ghazal
Meraj Faizabadi
Ghazal
mere daaman me.n agar kuchh na rahegaa baaqii
aglii naslo.n ko du.aa de ke chalaa jaa.uu.ngaa
Muzaffar Razmi
Ghazal
Danish Naqwi
Ghazal
nasl-e-aadam rafta rafta KHud ko kar legii tabaah
itnii saKHtii se qayaamat pesh aa.egii na puuchh
Abhinandan Pandey
Ghazal
Gauhar Raza
Ghazal
aane vaalii nasle.n KHud hal talaash kar le.ngii
aaj ke masaa.il ko KHush-gumaan rahne do
Azra Naqvi
Ghazal
nasl-e-taaza, mai.n tujhe kyaa tajrabe apne bataa.uu.n
tere ba.Dhte jism par merii qabaa kab aa.egii
Irfan Siddiqi
Ghazal
nasle.n jo a.ndhere ke mahaazo.n pe la.Dii hai.n
ab din ke kaTahre me.n KHataa-vaar kha.Dii hai.n
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
Aditya Shrivastava Shafaq
Ghazal
ye kis kii chaal me.n aa.ii.n na.ii nasle.n
udaasii bech dii kis ne davaa kah kar
Abhishar Geeta Shukl
Ghazal
kyo.n na ho ishq-e-husn-e-gandum-guu.n
mai.n bhii aaKHir huu.n nasl-e-aadam me.n
Meer Muzaffar Husain Zameer
Ghazal
ahd-e-rafta kii hikaayat karbalaa se kam na thii
zindagaanii nasl-e-aadam par balaa se kam na thii
Khayal Amrohvi
Ghazal
na ho income to bachcho.n kii faraavaanii se bachnaa
Gariibii me.n faroG-e-nasl-e-insaanii se bachnaa
Khalid Irfan
Ghazal
ye nasl-e-nau to hamii.n se javaaz maa.ngegii
so iKHtilaaf ko had se sivaa nahii.n rakhnaa
Zakia Ghazal
Ghazal
pa.Dhnaa jise fuzuul samajhtii hai nasl-e-nau
mash.huur ho ga.e isii urdu zabaa.n se ham