SEARCH RESULTS
Showing search results for "नाएब-उल-अल्लाह"
Ghazal MATCHES FOR "नाएब-उल-अल्लाह"
Ghazal
allaah re un ke jalva-e-ra.ngii.n kii fitrate.n
saare jahaa.n ko naqsh-ba-diivaar kar ga.e
Mahirul Qadri
Ghazal
allaah kaa farmaan hai uTh jaa.o rafiiqo
ho.nTo.n pe mu.azzin ke sadaa bol rahii hai
Manzoor-ul-Haq Nazir
Ghazal
hai jaam kahaa.n shiisha kidhar kis kii mai-e-naab
un sab ko bhulaayaa hai tirii yaad ne mujh ko
Miir Sher Ali Afsos
Ghazal
tiryaak ke kuuze me.n bharaa zahr-e-halaahil
allaah-re mai-KHaana-e-maGrib kii mai-e-naab
Sarfaraz Bazmi
Ghazal
surKH-ruu ho.nge mohabbat me.n ham inshaa-'allaah'
fat.h chuumegii hamaare qadam inshaa-'allaah'
Anwar Shuoor
Ghazal
kaash abr kare chaadar-e-mahtaab kii chorii
taa mujh se bhii ho jaam-e-mai-e-naab kii chorii
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
ik pharerii jo tiraa KHaak-basar letaa hai
thaam jibriil-e-amii.n apnaa jigar letaa hai
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
kaise aadam yahaa.n ibliis bhii sajde kartaa
naa.eb-allaah kaa gar jag me.n ijaara hotaa
Muntazir Qaimi
Ghazal
Boom Merathi
Ghazal
fariyaad-e-junuu.n aur hai bulbul kii fuGaa.n aur
sahraa kii zabaa.n aur hai gulshan kii zabaa.n aur
Riyaz Khairabadi
Ghazal
allaah re ye garmii-e-baazaar-e-mohabbat
KHud husn-e-azal bhii hai KHariidaar-e-mohabbat
Muneer Bhopali
Ghazal
gul-baa.ng thii gulo.n kii hamaaraa taraana thaa
apnaa bhii us chaman me.n kabhii aashiyaana thaa
Hatim Ali Mehr
Ghazal
zer-e-zamii.n rahuu.n ki tah-e-aasmaa.n rahuu.n
ai justujuu-e-yaar bataa mai.n kahaa.n rahuu.n
Muztar Khairabadi
Ghazal
mallaah KHudaa jaane kidhar dekh rahe hai.n
ham saamne kashtii ke bha.nvar dekh rahe hai.n
Mohsin Darbhangwi
Ghazal
zauq-e-tahsiin 'zakii' kis qadar allaah-allaah
dam-e-bismil dam-e-takbiir ulaT jaataa hai
Mohammad Zakariyya Khan
Ghazal
allaah-re burqa tiraa aur us ke ye rauzan
dekhe jo chhupaa yuu.n tujhe ruu-posh me.n mar jaa.e