SEARCH RESULTS
Showing search results for "नादानियाँ"
Ghazal MATCHES FOR "नादानियाँ"
Ghazal
rafaaqato.n me.n pashemaaniyaa.n to hotii hai.n
ki dosto.n se bhii naadaaniyaa.n to hotii hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Fayyaz Hashmi
Ghazal
vafaadaariyaa.n saKHt naadaaniyaa.n hai.n
ki in ke natiije pashemaaniyaa.n hai.n
Hafeez Jalandhari
Ghazal
aayaa na phir vo daur ki jii bhar ke kheliye
bachpan ke baa'd phir na vo naadaaniyaa.n milii.n
Adeem Hashmi
Ghazal
aaKHirash kab tak rahe.ngii husn kii naadaaniyaa.n
husn se puuchho ki kab tak ishq diivaana rahe
Behzad Lakhnavi
Ghazal
sukuu.n paa.nv chuume vo halchal machaa de
KHirad sar jhukaa de vo naadaaniyaa.n kar
Josh Malihabadi
Ghazal
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
ha.ns rahaa huu.n yaad kar ke ishq kii naadaaniyaa.n
sun rahaa huu.n daastaa.n apnii tire andaaz me.n
Nawab Moazzam Jah Shaji
Ghazal
nahii.n ye jaantaa naadaaniyaa.n apnii hai.n us kii
ba.Daa bechain saa dil hai jo us par aa rahaa hai
Umood Abrar Ahmad
Ghazal
dil-o-jaa.n tasadduq kiye jaa rahaa huu.n
yahii merii daanista naadaaniyaa.n hai.n
Ashraf Baqri
Ghazal
muztar dil-e-tabaah kii naadaaniyaa.n to dekh
jis ko ga.nvaa ke aa.e the paane nikal pa.De
Tara Iqbal
Ghazal
kyaa lutf zindagii kaa jo naadaaniyaa.n na ho.n
siine me.n dil ho aur pareshaaniyaa.n na ho.n
Shauq Mahri
Ghazal
Qadir Siddiqi
Ghazal
us kii sab naadaaniyaa.n pyaarii lage.n
itnaa pyaaraa hai vo hamdam kyaa kare.n
Priyamvada Ilhan
Ghazal
kis qadar karne lage ahl-e-KHirad naadaaniyaa.n
vo badal baiThe hai.n apnaa huliya-e-aadaab dekh