SEARCH RESULTS
Showing search results for "नादार"
Ghazal MATCHES FOR "नादार"
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
tere chehre pe ujaale kii saKHaavat aisii
aur mirii ruuh me.n naadaar a.ndheraa aisaa
Saqi Faruqi
Ghazal
Pinhaan
Ghazal
aashnaa muflis-o-naadaar kii majbuurii se
zehn-e-arbaab-e-karam ho.n ye zaruurii to nahii.n
Anwar Shadani
Ghazal
Sabahat Urooj
Ghazal
na jaane kab tumhe.n auqaat apnii dikhlaa de
ab itnaa zulm bhii naadaar par nahii.n chaltaa
Raoof Khair
Ghazal
ik baar mai.n bhii KHvaab me.n baiThaa thaa taKHt par
aa.nkhe.n khulii.n to aur bhii naadaar ho gayaa
Afzal Minhas
Ghazal
mai.n ne jo chiiz ga.nvaa dii use hiiraa kah ke
kisii naadaar musaafir ne uThaa lii hogii
Parkash Fikri
Ghazal
insaaf jo naadaar ke ghar tak nahii.n pahu.nchaa
samjho ki abhii haath samar tak nahii.n pahu.nchaa
Karamat Bukhari
Ghazal
chaltii hu.ii ik baat hai naa-mo'tabar ik chiiz
naa-ahl kii daulat ho ki naadaar kaa iimaa.n
Farooq Banspari
Ghazal
Aamir Suhail
Ghazal
Gariibii kaa gila karke tuu apnii qadr mat khonaa
baqaa-e-azmat-e-naadaar KHuddaarii me.n rakkhii hai
Mazhar Mujahidi
Ghazal
ham saKHii dirham-o-diinaar liye phirte hai.n
shahr-e-naadaar me.n ab ko.ii savaalii bhii nahii.n
Mohsin Ehsan
Ghazal
dars dete hai.n bahut log payambar vaale
baiThtaa ko.ii nahii.n muflis-o-naadaar ke saath
Aamir Shauqi
Ghazal
mere hii dar pe thaa ko.ii saa.il ke ruup me.n
hairat-zada rahaa mujhe naadaar dekh kar