SEARCH RESULTS
Showing search results for "नारा-ए-तकबीर"
Ghazal MATCHES FOR "नारा-ए-तकबीर"
Ghazal
naara-e-takbiir bhii zaahid nisaar-e-naGma hai
kis qadar allaahu-akbar e'tibaar-e-naGma hai
Aziz Hyderabadi
Ghazal
raahil huu.n musalmaan ba-sad-naara-e-takbiir
ye qaafila ye baa.ng-e-daraa mere liye hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
dono.n-jaanib se musalmaan the marne vaale
aap ko naara-e-takbiir se andaaza hu.aa
Irfanullah Irfan
Ghazal
shab ga.ii aa.ii sahar shor-e-azaa.n hai 'aaGaa'
phir kiyaa naara-e-takbiir ne bedaar mujhe
Agha Naginwi
Ghazal
har baar madad ke liye auro.n ko pukaaraa
yaa kaam liyaa naara-e-takbiir se ham ne
Zafar Iqbal
Ghazal
tiin sau terah ke jaise shart hai.n ausaaf bhii
fat.h naa-mumkin hai KHaalii naara-e-takbiir par
Abdus Sattar Danish
Ghazal
ilaahii de hame.n nusrat ki ham tere bharose par
zabaa.n par aaj rakh kar naara-e-takbiir aa.e hai.n
Tashna Azmi
Ghazal
Ram Awtar Gupta Muztar
Ghazal
azm le ke dil me.n uTThe.nge salaahuddiin saa
aur umr kaa naara-e-takbiir ban jaa.e.nge ham
Sabir Kamal
Ghazal
KHaak par sajda ho qaatil kii chhurii shah-rag par
har sadaa naara-e-takbiir hu.ii hai baabaa
Jafar Raza
Ghazal
libaas-e-jism phaT jaa.e mirii gardan bhii kaT jaa.e
magar ye ruuh phir bhii naara-e-takbiir bolegii
Sajid Safdar
Ghazal
kyaa la.De.nge ham se vo talvaar se shamshiir se
dil dahal jaate hai.n jin ke naara-e-takbiir se
Musavvir Lakhnavi
Ghazal
'aajizii kahne lagii gar ho bulandii kii talab
dil jhukaa daa.ira-e-na.ara-e-takbiir me.n aa
Nadeem Sirsivi
Ghazal
iimaan kaa fuqdaan to pahle kii tarah thaa
ik naa'ra-e-takbiir se pur-josh hu.aa mai.n
Nomaan Shauque
Ghazal
zohd-o-be-daad baham naa'ra-e-takbiir me.n hai.n
laa'nte.n bar-sar-e-mehraab o sar-e-daar pe KHaak