SEARCH RESULTS
Showing search results for "निगह-ए-नाज़"
Ghazal MATCHES FOR "निगह-ए-नाज़"
Ghazal
vo tilism-e-nigah-e-naaz kahaa.n bhuulaa hai
Gam kii ruudaad kaa aaGaaz kahaa.n bhuulaa hai
Masood Tanha
Ghazal
dil le liyaa us kii nigah-e-naaz ne 'aslam'
ik sehr-saraapaa hai vo andaaz to dekho
Aslam Barabankvi
Ghazal
vahshat-e-jaa.n ko payaam-e-nigah-e-naaz to do
is fasaane ko zaraa garmii-e-aaGaaz to do
Hasan Naim
Ghazal
nigah-e-naaz kare shauq se barbaad mujhe
hai miraa zauq-e-nazar maana-e-fariyaad mujhe
Saqib Rampuri
Ghazal
un kii nigah-e-naaz ke Thukraa.e hu.e hai.n
ham jurm-e-mohabbat kii sazaa paa.e hu.e hai.n
Vafa Malikpuri
Ghazal
taKHta-e-daar pe laa.ii nigah-e-naaz mujhe
'ishq ne maan liyaa saahib-e-e'zaaz mujhe
Munawwar Tabish Sambhali
Ghazal
ishaare kyaa nigah-e-naaz-e-dil-rubaa ke chale
sitam ke tiir chale niimche qazaa ke chale
Meer Anees
Ghazal
vo shahiid-e-nigah-e-naaz nazar aate hai.n
aaj-kal aur hii andaaz nazar aate hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
mai.n huu.n aur hairat-e-jaaved magar zauq-e-KHayaal
ba-fusuun-e-nigah-e-naaz sataataa hai mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
lo tabassum bhii shariik-e-nigah-e-naaz hu.aa
aaj kuchh aur ba.Dhaa dii ga.ii qiimat merii
Fani Badayuni
Ghazal
iltifaat-e-nigah-e-naaz mire dost bajaa
apnii barbaadii ke imkaan pe ronaa aayaa
Shameem Farooq Banspari
Ghazal
aur kuchh der ye mashq-e-nigah-e-naaz sahii
saamne baiTh abhii phe.nk ke KHanjar mat jaa
Qaisarul Jafri
Ghazal
iltifaat-e-nigah-e-naaz se bach kar rahnaa
jazba-e-ishq tire qatl kii tayyaarii hai
Seen Sheen Alam
Ghazal
iltifaat-e-nigah-e-naaz se ho kar mahruum
ham ne kis kis ko nigaahe.n na badalte dekhaa
Adeeb Saharanpuri
Ghazal
baaryaab-e-nigah-e-naaz ko.ii hotaa hai
ashk sab hote nahii.n laa'l-o-guhar kii suurat
Azeez Baghravi
Ghazal
tujh ko bhii mujh se lagaavaT hai yaqiinan ai dost
iztiraab-e-nigah-e-naaz se pahchaan liyaa
Ghulam Ahmad Ilmi
Ghazal
iltifaat-e-nigah-e-naaz kaa saudaa thaa kabhii
KHatm vo daur hu.aa gardish-e-dauraa.n kii qasam
Asar Lakhnavi
Ghazal
lazzat-e-dard vahii hai vahii kaifiyyat-e-ziist
iltifaat-e-nigah-e-naaz abhii kam to nahii.n
Ram Krishn Muztar
Ghazal
ehtiyaat-e-nigah-e-naaz to dekhe ko.ii
mujh pe hotaa hai karam bhii to itaabo.n kii tarah