SEARCH RESULTS
Showing search results for "नीयत-ए-ख़ालिस"
Ghazal MATCHES FOR "नीयत-ए-ख़ालिस"
Ghazal
pahle ham niiyat-e-KHaalis se vazuu to kar le.n
Thahar ai KHaak Thahar paak hai daamaa.n un kaa
Shad Azimabadi
Ghazal
mai.n niiyat-e-shab-KHuu.n se KHeme me.n gayaa lekin
dushman ke sirhaane se shamshiir uThaa laayaa
Azm Bahzad
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
qubuul honaa muqaddar hai harf-e-KHaalis kaa
har ek aan har ik pal du.aa kiye jaa.e.n
Iftikhar Arif
Ghazal
har ek fikr kii tah me.n ho jazba-e-KHaalis
bahut hii saKHt taqaazaa-e-paarsaa.ii hai
Obaidur Rahman
Ghazal
milaa.o ishq me.n kuchh ra.nj-e-rozgaar se aab
bahut na baada-e-KHaalis jigar sambhaalegaa
Mohammad Aazam
Ghazal
nahii.n hai kam zar-e-KHaalis se zardi-e-ruKHsaar
tum apne ishq ko ai 'zauq' kiimiyaa samjho
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Iqbal Sajid
Ghazal
allaah de jo niyyat-e-KHaalis huzuur-e-qalb
phir arsh sajda-gaah hai kursii hai jaa-namaaz
Imdad Ali Bahr
Ghazal
dukh diye hai.n zar-e-KHaalis kii parakh ne lekin
jis ta'alluq me.n kahii.n kiina-o-kad hai rad hai
Hamida Shaheen
Ghazal
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
KHaalid-e-irfaan terii kyaa zaruurat hai ki jab
'miir' internet par 'iqbaal' internet par
Khalid Irfan
Ghazal
Khalid Irfan
Ghazal
Khalid Irfan
Ghazal
tumhe.n ai 'KHaalid'-e-irfaan meraa mashvara hai
Gazal kahnaa magar har jaa Gazal-KHvaanii se bachnaa