SEARCH RESULTS
Showing search results for "नेमत-ए-उज़मा"
Ghazal MATCHES FOR "नेमत-ए-उज़मा"
Ghazal
jise milii hai ye daulat vahii samajhtaa hai
ajiib nemat-e-uzmaa hai dil dukhaa rakhnaa
Jamil Nazar
Ghazal
hai ek ne.amat-e-uzmaa Gam-e-mohabbat bhii
magar ye shart ki insaa.n ko saazgaar aa.e
Jameeluddin Aali
Ghazal
hame.n ye ne.amat-e-uzmaa-rasaa na kyo.n miltii
KHudaa ne ishq ko paidaa kiyaa bashar ke liye
Nazeer Mohammad Arzu Jaipuri
Ghazal
Mohan Singh Deewana
Ghazal
guzar ga.ii thii shab-e-hijr hijr me.n 'uzma'
charaag phir bhii bujhaane kaa hausla na hu.aa
Khalida Uzma
Ghazal
soz-e-dil tohfa-e-qudrat hai vagarna 'uzma'
barf ko narm haraarat nahii.n dii jaa saktii
Khalida Uzma
Ghazal
ne.amat-e-Gam se jo dil mahruum ho vo dil nahii.n
jaam KHaalii ho to kyo.n kar us ko paimaana kahe.n
Kanval M. A
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
masruuf-e-shukr-e-ne.mat-e-piir-e-muGaa.n rahuu.n
allaah mujh ko yuu.n hii pilaa.e jahaa.n rahuu.n
Muztar Khairabadi
Ghazal
kyaa kyaa ataa-e-ne.amat-e-rabb-e-kariim hai
lekin 'samiir' dard kaa nemul-badal nahii.n
Naeem Sameer
Ghazal
nemat-e-ziist kaa ye qarz chukegaa kaise
laakh ghabraa ke ye kahte rahe.n mar jaa.e.nge
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
use nasiib hu.ii ne.amat-e-vilaa-e-nabii
jahaa.n se 'tahniyat' is tarah shaadmaa.n guzrii
Tahniyatunnisa Begam Tahniyat
Ghazal
yaa ilaahii miraa dildaar salaamat baashad
vo valii nemat-e-diidaar salaamat baashad
Hasrat Azimabadi
Ghazal
daulat-e-qurb ho yaa ne.amat-e-irfaan-e-jamaal
sirf ik ashk nadaamat ke sivaa kuchh bhii nahii.n
Arzoo Saharanpuri
Ghazal
ne.amat-e-tark-e-talab tark-e-tamannaa maa.nge
dene vaale se jo maa.nge bhii to kyaa maa.nge
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
ye ek hii to ne.amat-e-insaa.n-navaaz thii
dil mujh ko mill gayaa to KHudaa.ii ko kyaa milaa