SEARCH RESULTS
Showing search results for "परवरिश-ए-लौह-ओ-क़लम"
Ghazal MATCHES FOR "परवरिश-ए-लौह-ओ-क़लम"
Ghazal
jazbaat se me.aar se yaa KHuun-e-jigar se
ham parvarish-e-lauh-o-qalam karte rahe.nge
Meena Khan
Ghazal
vo parvarish-e-lauh-o-qalam me.n rahe.n masruuf
ham tarbiyat-e-lauh-o-qalam karte rahe.nge
Jarrar Chhaulisi
Ghazal
Naeem Sameer
Ghazal
daftar-e-lauh o qalam yaa dar-e-Gam khultaa hai
ho.nT khulte hai.n to ik baab-e-sitam khultaa hai
Waheed Akhtar
Ghazal
uThaa.o lauh-o-qalam haadse tamaam likhuu.n
ravaa.n sadii me.n hu.aa hai jo qatl-e-aam likhuu.n
Ishrat Qadri
Ghazal
sub.h-e-KHandaa.n kii tarah lauh-o-qalam jaage hai.n
jab tirii zulf ke KHam se mire Gam jaage hai.n
Manzil Lohatheri
Ghazal
ek vo harf-e-junuu.n naqsh-gar-e-lauh-o-qalam
ek vo baab-e-KHirad band kitaabo.n me.n rahaa
Sharar Fatehpuri
Ghazal
mataa-e-lauh-o-qalam luuTtaa rahaa hai jo
lahuu-luhaan hai.n kyuu.n u.ngliyaa.n na samjhegaa
Imam Azam
Ghazal
tahriir ham afsaana-e-Gam karte rahe.nge
sar marhala-e-lauh-o-qalam karte rahe.nge
Syed Muzaffar Ahmad Ziya
Ghazal
hai inqalaab ke sho'lo.n kii garmiyaa.n is me.n
mataa-e-lauh-o-qalam ko sa.nbhaal kar rakhnaa
Noor muneeri
Ghazal
us vaqt bhii ki saaraa zamaana thaa mahv-e-KHvaab
ham vaarisaan-e-lauh-o-qalam jaagte rahe
Badr Shamsi
Ghazal
usii ko sau.np de sarmaaya-e-hunar apnaa
mataa-e-lauh-o-qalam kaa jo paasbaan lage
Asar Ansari
Ghazal
zikr jab apne har ik zaKHm-e-vafaa kaa hogaa
gul-fishaanii bhii sar-e-lauh-o-qalam dekhe.nge
Sahabzada Meer Burhan Ali Khan Kaleem
Ghazal
shu.uur-e-lauh-o-qalam se zuhuur-e-mahfil tak
har ek be-adabii par libaas adab kaa hai
Zafar Moradabadi
Ghazal
saahib-e-lauh-o-qalam us ke sivaa ko.ii nahii.n
saare gul-buuTe 'niyaaz' us kii hii tahriir ke hai.n
Abdul Mateen Niyaz
Ghazal
sher-o-fan aazar-e-haazir ke taraashiida sanam
tohmat-e-lauh-o-qalam tausan-e-parvaaz na ho