SEARCH RESULTS
Showing search results for "पैकर-ए-नूरी"
Ghazal MATCHES FOR "पैकर-ए-नूरी"
Ghazal
Mushtaq Ahmad Noori
Ghazal
Paikar Jafari
Ghazal
aasaan hai jaa.n denaa kisii baat pe 'nuurii'
dushvaar hai iz.haar-e-KHayaalaat na karnaa
Karrar Noori
Ghazal
kyaa baat hai 'nuurii' jo hai ab lahje me.n narmii
tum narmii-e-guftaar ke qaatil to nahii.n the
Karrar Noori
Ghazal
she'r kahne ko to ham ne bhii kahe hai.n 'nuurii'
ye jo KHaamosh saa baiThaa hai suKHanvar hai yahii
Karrar Noori
Ghazal
'nuurii' kabhii jo yaas ne Tokaa hame.n kahii.n
ham daaman-e-hayaat paka.D kar machal ga.e
Karrar Noori
Ghazal
ho jaise jurm-e-mohabbat me.n merii naakaamii
har ik se rahtaa huu.n 'nuurii' nazar bachaa.e hu.e
Karrar Noori
Ghazal
un ke va.ade kii jo tasdiiq bhii chaahii 'nuurii'
saaf inkaar thaa taa.iid-e-mukarrar ke evaz
Karrar Noori
Ghazal
Gam-e-hayaat ne sab dil ke raaz khole hai.n
ba.Dii aziiz thii 'paikar' ye aabruu mujh ko
Paikar Jafari
Ghazal
KHuub royaa dar-e-zindaa.n se lipaT kar 'paikar'
kaun aaya thaa ye paiGaam-e-rihaa.ii le kar
Noor Paikar
Ghazal
hariim-e-naaz ke parde uThe magar 'paikar'
junuu.n ke maare hii KHud intizaar kar na sake
Paikar Jafari
Ghazal
Paikar Jafari
Ghazal
husn-e-rangii.n ke tasavvur ne jalaa dii.n sham.e.n
har taraf nuur barastaa rahe shab-taar nahii.n
Paikar Jafari
Ghazal
khul gayaa raaz tire dard-e-nihaa.n kaa 'paikar'
aaj aa.nkho.n me.n tirii ashk-e-alam paayaa hai
Paikar Jafari
Ghazal
na tishnagii kaa mudaavaa use samajh 'paikar'
tirii nazar me.n jo dasht-e-saraab baaqii hai
Paikar Jafari
Ghazal
mazaaq-e-shauq kaa bas is qadar hai afsaana
Gam-e-shadiid hai ''paikar KHushii ke parde me.n
Paikar Jafari
Ghazal
sharaab kam ho to 'nuurii' ba-naam-e-tishna bhii
lahuu nicho.D ke labrez jaam karte hai.n
Mushtaq Ahmad Noori
Ghazal
KHushii se lauTnaa apne vatan ko ai 'nuurii'
hu.aa jo faariG-e-tahsiil hauza-e-qum se