SEARCH RESULTS
Showing search results for "महव-ए-ऐश"
Ghazal MATCHES FOR "महव-ए-ऐश"
Ghazal
ko.ii hai mahv-e-aish-o-talabgaar-e-zindagii
ko.ii hai shikva-sanj-o-giraa.n-baar-e-zindagii
Basheerunnisaa Begam Basheer
Ghazal
Shaghil Qadri
Ghazal
mahv-e-KHayaal-e-zulf-e-butaa.n umr bhar rahe
mash.huur kyuu.n na ho.n kaho diivaana-pan me.n ham
Aish Dehlvi
Ghazal
KHayaal-e-yaar me.n ho mahv-e-be-KHudii aisaa
mujhe KHabar nahii.n dil kyaa hai aur jigar kyaa hai
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
'aish' aaGaaz-e-mohabbat hii me.n thaa dil ko kahaa
dekh hotaa hai bure kaam kaa anjaam buraa
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
'aish' kar arz yahii un se ki bas tauba karo
maraz-e-Gam se agar apnii shifaa chaahte ho
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
janaab-e-shaah-e-Gulaam-alii valii-allaah
KHudaa ke fazl-o-karam se hai 'aish' piir apnaa
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
ho na iqbaal to de jalva-e-sad-aib-e-hunar
saath iqbaal ke hai 'aish' hunar kii KHuubii
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
ki yaad rakh tuu hai shero.n me.n aib rabt-e-kalaam
vo sher ho.n ki na hargiz suKHan suKHan se mile
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
'aish' jab dard-e-dil se apne ko.ii
nahii.n mahram kahe.n to kis se kahe.n
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
terii furqat me.n ai but-e-dam-baaz
ho ke aa.nkho.n se KHuu.n bahaa hai dil
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
hu.aa hai ra.ng-e-hinaa 'aish' zeb-e-paa us ke
ye jaa-e-rashk hai rutba ho ye hinaa ke liye
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
sehat-o-aafiyat-o-farhat-e-rizq-o-iimaa.n
aish baKHshii tujhe hai sab ye KHudaa kii KHuubii
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
'aish' aasuudgii daarain kii ho tujh ko nasiib
hai du.aa ye hii mirii KHaaliq-e-javvaad se ab
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
KHirman-e-taab-o-tavaa.n ke vaaste ai ham-nashii.n
Gairat-e-sad-barq us kaa muskuraanaa ho gayaa
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
aah gulguun-e-bahaar-e-gulshan dehlii ko 'aish'
mauja-e-baad-e-KHizaa.n kyaa taaziyaana ho gayaa
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
sach to ye baat hai ai 'aish' ki paate hai.n yahaa.n
tere ash.aar me.n tarz-e-suKHan-e-'miir' kii buu