SEARCH RESULTS
Showing search results for "मुजरिम-ए-इज़हार"
Ghazal MATCHES FOR "मुजरिम-ए-इज़हार"
Ghazal
lamho.n kii baaz-gasht me.n sadiyo.n kii guu.nj thii
aur aagahii kaa mujrim-e-iz.haar mai.n hii thaa
Kabir Ajmal
Ghazal
vo harf-e-aarzuu jis par mukammal zabt hai ab tak
kahii.n aisaa na ho sharminda-e-iz.haar ho jaa.e
Kanval M. A
Ghazal
jin se ai dil tiraa kuchh KHaas ta'alluq Thahraa
un se iz.haar-e-vafaa ho ye zaruurii to nahii.n
Kanval M. A
Ghazal
iz.haar-e-dard-e-dil bhii kuchh aasaa.n nahii.n magar
zabt-e-sitam bhii ek musiibat hai kyaa karuu.n
Kanval M. A
Ghazal
baat karne se bhii nafrat ho ga.ii dildaar ko
vaah-re iz.haar-e-ulfat vaah-re taasiir-e-ishq
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ik jurm aur fard-e-jaraa.em me.n ba.Dh gayaa
yaa'nii na dard-e-dil kaa ho iz.haar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ko.ii iz.haar-e-vafaa aap se kaise kartaa
baat kah dene kii jur.at to kabhii dii hotii
Noor -e-Shama Noor
Ghazal
daastaa.n KHatm hai iz.haar-e-vafaa rahne do
ab mire vaaste jiine kii du.aa rahne do
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
ham aur aap se iz.haar-e-aarzuu karte
ye kahiye shauq kii vaaraftagii ne saath diyaa
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
kar ke iz.haar-e-tamannaa phir ko.ii
dosto.n ko aazmaanaa chaahiye
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
jazba-e-shauq kaa iz.haar na hone paa.e
dil kii be-taabiyaa.n nazro.n se giraa detii hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
kuchh bhii ho vo ab dil se judaa ho nahii.n sakte
ham mujrim-e-tauhiin-e-vafaa ho nahii.n sakte
Asad Bhopali
Ghazal
ruuThe hu.e the aap manaane ke vaaste
ye mujrim-e-gunaah-e-tamannaa phir aa ga.ii
Rais Amrohvi
Ghazal
ye qalam mujrim-e-tausiif-e-Gazaalaa.n 'anjum'
vaqt pa.Dne pe to ye fiil kaa aa.nkas niklaa