SEARCH RESULTS
Showing search results for "यौम-ए-मुसीबत"
Ghazal MATCHES FOR "यौम-ए-मुसीबत"
Ghazal
kuchh na samjhegaa tuu betaabii-e-dil kaa aalam
ye musiibat kii gha.Dii tujh pe kahaa.n guzrii hai
Kanval M. A
Ghazal
iz.haar-e-dard-e-dil bhii kuchh aasaa.n nahii.n magar
zabt-e-sitam bhii ek musiibat hai kyaa karuu.n
Kanval M. A
Ghazal
kaisii musiibat hai ye gul ko KHamoshii kaa shauq
bulbul-e-betaab ko harza-saraa.ii kaa ishq
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ham raah-rav-e-manzil dushvaar rahe hai.n
har tarah musiibat me.n giraftaar rahe hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
aasmaano.n se zamiino.n pe javaab aa.egaa
ek din raat Dhale yaum-e-hisaab aa.egaa
Najeeb Ahmad
Ghazal
miraa yaqiin ki yaum-e-alast me.n 'kaashif'
kiyaa gayaa hame.n baaham yahii mohabbat hai
Kashif Rafiq
Ghazal
bajaa.e yaum-e-malaamat rakhaa hai jashn miraa
mire bhii dost mujhe kis qadar banaate hai.n
Jameeluddin Aali
Ghazal
yaum-e-aaKHiir mirii aa.nkh me.n kab aa.egaa
tere ausaaf kal insaan se kab nikle.nge
Shakeel Azmi
Ghazal
kul yaum-e-hijr zard zamaano.n kaa yaum hai
shab bhar na jaag muft me.n aa.nkhe.n na laal kar