SEARCH RESULTS
Showing search results for "रंग-ए-सुख़न"
Ghazal MATCHES FOR "रंग-ए-सुख़न"
Ghazal
Rasa Dehlvi
Ghazal
Shahida lateef
Ghazal
lahuu me.n ra.ng-e-suKHan us kaa bhar ke dekhte hai.n
charaaG baam se jis ko utar ke dekhte hai.n
Aamir Suhail
Ghazal
tamaa.ncha baaG ke ruKHsaar par lagaa kis kaa
ki taa.ero.n kaa bhii rang-e-suKHan shikasta hai
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
Peer Akram
Ghazal
na.ii ravish na.e imkaa.n niraalaa tarz-e-'suKHan'
hamaare lafzo.n se raushan bashaarate.n bhii na.ii
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
mirii sarisht-e-'suKHan' me.n hai.n kuchh na.e usluub
na.ii Gazal ne mujhe bhii KHush-aamdiid kahaa
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
vo jo hai.n lazzat-e-tafhiim-e-suKHan se vaaqif
she'r sunte hai.n vahii log mukarrar mujh se
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
vo ba-ra.ng-e-e'tibaar aa.nkho.n me.n hai
ek taskii.n ik qaraar aa.nkho.n me.n hai
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
haqiiqat hai rang-e-suKHan me.n numaayaa.n
mirii shaa.erii to KHayaalii nahii.n hai
Fauzia Mughal
Ghazal
ye us ke qurb kii paadaash me.n 'suKHan' ham ko
nasiib hijr hu.aa hai azaab kii suurat
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
tamaam patto.n ko mausam ne zard zard kiyaa
ye ek shaaKH-e-tamannaa hai sabz-ruu kaisii
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
vo pahle fikr ko harf-e-kamaal detaa hai
phir aagahii se suKHan ko ujaal detaa hai
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
kisii ke naqsh-e-qadam kii thii justujuu varna
mai.n is tarah to 'suKHan' dar-ba-dar nahii.n hotaa
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
husuul-e-amn-o-mohabbat kii chaashnii ke liye
mizaaj-e-talKHii-e-dauraa.n 'suKHan' gavaaraa kar
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
abhii hai duur har ik mahfil-e-tarab se 'suKHan'
dil-o-nazar me.n abhii iztiraab itne hai.n
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
rahegaa saath kahaa.n tak ye dekhnaa hai mujhe
vo ham-suKHan to miraa ho gayaa hai raste me.n
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
kaun se ahd me.n kholii hai.n ye aa.nkhe.n ham ne
aib lagte hai.n 'suKHan' sab ke hunar kii suurat