SEARCH RESULTS
Showing search results for "रंग-महलों"
Ghazal MATCHES FOR "रंग-महलों"
Ghazal
ra.ng mahlo.n ke hasii.n KHvaab se bach kar rahnaa
hai KHabar garm ki KHvaabo.n kii tijaarat hogii
Tariq Qamar
Ghazal
Kaleem Qaisar Balrampuri
Ghazal
pyaar ke ra.ng-mahal barso.n me.n tayyaar hu.e
aur ik lamhe me.n Gaa.eb dar-o-diivaar hu.e
Shahzad Ahmad
Ghazal
be-KHvaab dariicho.n me.n kisii ra.ng-mahal ke
faanuus jalaa.e hai.n umiido.n ne Gazal ke
Khurshid Ahmad Jami
Ghazal
Aziz Warsi
Ghazal
merii aavaaz ko tarsegaa tiraa ra.ng-mahal
mai.n to ik baar sadaa de ke chalaa jaa.uu.ngaa
Muzaffar Razmi
Ghazal
qadam qadam mirii viiraaniyo.n ke ra.ng-mahal
dilo.n ko zaKHm kii sauGaat-e-KHusravaana mile
Ada Jafarey
Ghazal
ayyaash tabii.at kaa hai aa.iina ik ik ii.nT
ye ra.ng-mahal ek ra.ngiile ke liye thaa
Ramz Azimabadi
Ghazal
kuTiyaa hii par kyuu.n hotaa hai suuraj kaa prakop
ra.ng-mahal me.n saavan barse jiivan jiivan dhuup
Ramz Azimabadi
Ghazal
vaaste tere miraa ra.ng-mahal hai dushman
terii KHaatir to har ik chhoTii ba.Dii mujh se la.Dii
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
biich me.n ra.ng-mahal hai teraa khaa.ii chaaro.n or
ham se milne kii ab gorii tuu hii raah nikaal
Qateel Shifai
Ghazal
Abdul Hafeez Khalish Taskini
Ghazal
mai.n ne tujh ko khoyaa thaa mai.n ne tujh ko paayaa hai
vo bhii ek dhoka thaa ye bhii ek dhoka hai