SEARCH RESULTS
Showing search results for "रूह-परवर"
Ghazal MATCHES FOR "रूह-परवर"
Ghazal
jhuk gayaa dil ruuh ne sajda kiyaa be-iKHtiyaar
jalva-gaah-e-dil-navaaz-o-ruuh-parvar hai yahii
Zaheen Shah Taji
Ghazal
subuk-rau hai nasiim-e-ruuh-parvar
magar phir bhii giraa.n-jaanii ke din hai.n
Fazl Ahmad kariim Fazli
Ghazal
diidanii hai husn-e-fitrat par hamaare vaaste
ye bahaar-e-ruuh-parvar hai KHizaa.n tere baGair
Mazharul Qayyum Mazhar
Ghazal
sifaat o zaat ke aivaan-e-ruuh-parvar tak
subuu se faasala-e-niim-gaam hai saaqii
Josh Malihabadi
Ghazal
gholnaa kaano.n me.n ras shiiriinii-e-guftaar se
ruuh-parvar us kaa ha.nsnaa bolnaa achchhaa lagaa
Barqi Azmi
Ghazal
ai 'shakiil' ruuh-parvar tirii be-KHudii ke naGme
magar aaj tak na ham ne tire lab pe jaam dekhaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
hai ruuh-parvar 'aziiz' ye jaa.nkanii kaa aalam
ki yaar logo.n kaa aanaa jaanaa lagaa hu.aa hai
Arshad Aziz
Ghazal
Shahzad Qais
Ghazal
ruuh-parvar hai bahaar-e-jaa.n-fazaa barsaat kii
kitnii farhat-baKHsh hai ThanDii havaa barsaat kii
Shola Kararvi
Ghazal
ruuh-parvar hai nigaah-e-naaz qaatil kaa asar
jis ko dekhaa jii uThaa jis ko na dekhaa mar gayaa
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Ghazal
Taj Saeed
Ghazal
Kaleem Ahmadabadi
Ghazal
Aasi Ghazipuri
Ghazal
Sabit Khairabadi
Ghazal
aaj nazro.n se 'ajab lutf kaa manzar guzraa
ko.ii shiisha nahii.n khi.Dkii me.n to patthar guzraa