SEARCH RESULTS
Showing search results for "लड़ने"
Ghazal MATCHES FOR "लड़ने"
Ghazal
kaam lene hai.n mohabbat me.n bahut se yaa rab
aur dil de hame.n ik aur jigar paidaa kar
Bekhud Dehlvi
Ghazal
tumhaarii aa.nkh mire dil se le sabab be-vaj.h
hu.ii hai la.Dne ko tayyaar dekhte jaa.o
Dagh Dehlvi
Ghazal
Faragh Rohvi
Ghazal
aaKHirii jang mai.n la.Dne ke liye niklaa huu.n
phir rahe yaa na rahe teraa divaana aanaa
Mubarik Siddiqi
Ghazal
Obaidur Rahman
Ghazal
dard dil kyaa hai khulaa aaj tire la.Dne par
tujh se itnii thii mohabbat mujhe maa'luum na thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
tuufaan se la.Dne kaa saliiqa hai zaruurii
ham Duubne vaalo.n kii himaayat nahii.n karte
Naseem Nikhat
Ghazal
Abbas Dana
Ghazal
la.Dne ko dil jo chaahe to aa.nkhe.n la.Daa.iye
ho ja.ng bhii agar to mazedaar ja.ng ho
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
miraa daa.nt hai tere ho.nTo.n pe mat puuchh
kahuu.ngaa to la.Dne ko tayyaar hogaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
sab sar-phirii havaa.o.n ko dushman banaa liyaa
raushan hu.e the la.Dne ko ik tiirgii se ham
Majid Ali Kavish
Ghazal
baat bachcho.n kii thii la.Dne ko siyaane nikle
phir ajab kyaa hai ki bachche bhii la.Daake nikle
Aatish Indori
Ghazal
la.Dne vaale raushan sub.he.n le jaa.e.nge
merii KHaatir andhii shaame.n rah jaa.e.ngii
Iliyas Babar Aawan
Ghazal
itnaa na ha.ns dil us se aisaa na ho ki chanchal
la.Dne ko tujh se hove tayyaar ha.nste ha.nste
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
dushman na kuduurat se mire saamne ho jo
talvaar ke la.Dne ko mire kiijo havaala
Meer Taqi Meer
Ghazal
Zafar Sahbai
Ghazal
raqiibo.n se la.Dne kaa qissa na po.nchho
faziihat hamaarii tamaashaa tumhaaraa