SEARCH RESULTS
Showing search results for "लानत"
Ghazal MATCHES FOR "लानत"
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ye siyaasat hai ki la.anat hai siyaasat pe 'sadaa'
KHud hai.n mujrim bane qaanuun banaane vaale
Sada Ambalvi
Ghazal
ye husuul-e-zar kii KHvaahish ek la.anat kii tarah
aaKHir ik din tujh ko apno.n se judaa kar jaa.egii
Shakeel Sarosh
Ghazal
jo saavan hote suukhaa us phuul pe la.anat ho
mujh pe la.anat tere hote yaar udaasii hai
Siddharth Saaz
Ghazal
ugaa.o duur tak ai dosto.n fasle.n mohabbat kii
mohabbat jis jagah hotii nahii.n la.anat barastii hai
Qamar Anjum
Ghazal
ek diivaar ne rishto.n kaa taqaddus to.Daa
bhaa.ii rokaa thaa tujhe ghar me.n ye la.anat na banaa
Yunus Tahseen
Ghazal
havaa-o-hirs kii la.anat kaa kyaa kare.n 'KHaalid'
tirii talab ko saliiqe se raam kartii hai
Khalid Nadeem Shaani
Ghazal
la.anat thii gunaaho.n kii nadaamat mire haq me.n
hai shukr ki us se hai.n pashemaa.n ko.ii din aur
Akhtar Shirani
Ghazal
ibliis se ye kahtaa hai laa'nat kaa tauq roz
aadam KHaraab yaa sifat maa-o-man KHaraab
Ahmad Husain Mail
Ghazal
phir aap aise dariyaa pe la.anat hii bhejiye
merii tarah kaa gar use pyaasaa nahii.n pasand
Ankit Maurya
Ghazal
gar yahii qadr-e-suKHan hai to suKHan par la.anat
ek qavvaal ko tuu shaa.ir-e-dauraa.n samjhaa
Hashim Azimabadi
Ghazal
miTaa ke tafarqa-e-KHaas-o-aam kii la.anat
huquuq-e-KHaas Thikaane lagaa diye ham ne
Akhtar Ansari
Ghazal
chhuriyaa.n chalii.n shab dil o jigar par
la.anat hai is aah-e-be-asar par