SEARCH RESULTS
Showing search results for "लैल-ओ-नहार"
Ghazal MATCHES FOR "लैल-ओ-नहार"
Ghazal
karam-navaazii-e-lail-o-nahaar bhii to nahii.n
bahut dino.n se tiraa intizaar bhii to nahii.n
Shaira Waheed
Ghazal
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
kashaakash-e-Gam-e-lail-o-nahaar se nikle.n
ho KHatm umr to is karbzaar se nikle.n
Saeed Afsar
Ghazal
shikaayat-e-Gam-e-lail-o-nahaar kaise karuu.n
mai.n KHud ko apnii nigaaho.n me.n KHaar kaise karuu.n
Nadim Ashrafi Burhanpuri
Ghazal
jaise tazaad hotaa hai lail-o-nahaar me.n
vaisaa hii farq hotaa hai qaul-o-qaraar me.n
Maqsood Nashtari
Ghazal
koshish musaalahat kii to lail-o-nahaar kii
har lamha kaifiyat hai magar intishaar kii
Ashfaq Qalaq
Ghazal
kin manzilo.n me.n gardish-e-lail-o-nahaar hai
un kaa karam bhii merii tabii.at pe baar hai
Maya Khanna Raje Barelvi
Ghazal
kiyaa hai kaam ye lail-o-nahaar aa.nkho.n ne
dikhaayaa jalva-e-parvardigaar aa.nkho.n ne
Ibrahim Noori
Ghazal
raunaq tumhaare dam se hai lail-o-nahaar kii
tum aabruu ho aamad-e-fasl-e-bahaar kii
Suman Dhingra Duggal
Ghazal
Sharib Lakhnavi
Ghazal
Akhlaque Bandvi
Ghazal
rahne diyaa na chain se lail-o-nahaar ne
maaraa Gam-e-hayaat-o-Gam-e-rozgaar ne
Haji Shafiullah Shafi Bahraichi
Ghazal
yahaa.n kuchh aur nahii.n maavaraa-e-lail-o-nahaar
ye kaa.enaat hai lail-o-nahaar kii had tak
Saib Tonki
Ghazal
barsar-e-'vaamiq' hazaar gardish-e-lail-o-nahaar
gardish-e-lail-o-nahaar dekhiye kab tak rahe
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
mujh ko miTaa.e gardish-e-lail-o-nahaar kyaa
baahar hai ishq gardish-e-lail-o-nahaar se
Sirajuddin Zafar
Ghazal
shikaar-e-gardish-e-lail-o-nahaar kyaa hote
hariif-e-gardish-e-lail-o-nahaar hai.n ham log