SEARCH RESULTS
Showing search results for "शक्ल-ओ-शबाहत"
Ghazal MATCHES FOR "शक्ल-ओ-शबाहत"
Ghazal
agarche shakl-o-shabaahat se kam nahii.n darvesh
jinhe.n tuu Dhuu.nD rahaa hai vo ham nahii.n darvesh
Asim Bukhari
Ghazal
husn hai un me.n tiraa mere junuu.n kaa andaaz
phuul bhii le ke ajab shakl o shabaahat aa.e
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
sun ke ye shakl-o-shabaahat terii us shoKH ne aah
vahii.n ma.aluum kyaa ye ki 'naziir' aayaa hai
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
chuum aa.e tire dhoke me.n dahliiz kisii kii
kuchh shakl-o-shabaahat bhii dar-o-baam me.n aa.e
Nomaan Shauque
Ghazal
Kausar Niyazi
Ghazal
be-KHad-o-KHaal saa ik chehraa liye phirtaa huu.n
chaahtaa huu.n ki mujhe shakl-o-shabaahat dii jaa.e
Salim Saleem
Ghazal
Waliullah Muhib
Ghazal
ba.Dii hai saKHt mirii jaa.n terii udaasii bhii
ba-shakl-o-suurat-e-diivaar Dhalnaa pa.Dtaa hai
Kuldeep Kumar
Ghazal
ruu-ba-ruu aa.ine ke jaa.uu.n to dikhtaa hai mujhe
ajnabii shaKHs jo ham-shakl-o-ham-aavaaz nahii.n
Aditya Pant Naaqid
Ghazal
in masiihaa.o.n se allaah bachaa.e ham ko
shakl-o-suurat se jo biimaar nazar aate hai.n
Shakeel Shamsi
Ghazal
basiirat nahii.n hai to siirat bhii kyuu.n ho
faqat shakl o suurat sa.nvaare chalaa chal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
mirii shakl-o-suurat se mat jaan mujh ko
mire sher se sirf pahchaan mujh ko
Sapna Moolchandani
Ghazal
Virendra Khare Akela
Ghazal
jitnii dilbar kii mire shakl-o-shamaa.il hai hasii.n
itnii dilkash aur itnii KHuub-ruu kyaa chiiz hai
Zaki Tariq Barabankavi
Ghazal
tasviir us kii kaise khi.nchii maanii-e-KHayaal
hairaan jis kii shakl-o-shamaa.il me.n rah gayaa