SEARCH RESULTS
Showing search results for "शैदाई"
Ghazal MATCHES FOR "शैदाई"
Ghazal
ye bazm-e-mohabbat hai is bazm-e-mohabbat me.n
diivaane bhii shaidaa.ii farzaane bhii shaidaa.ii
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
KHalvato.n ke shaidaa.ii KHalvato.n me.n khulte hai.n
ham se puuchh kar dekho raaz parda-daaro.n ke
Sahir Ludhianvi
Ghazal
tuu kis KHayaal me.n hai manzilo.n ke shaidaa.ii
unhe.n bhii dekh jinhe.n raaste me.n nii.nd aa.ii
Nasir Kazmi
Ghazal
puraane zaKHm bharte hii, na.e zaKHmo.n ke shaidaa.ii
mizaaj-e-aa.ina o.Dhe hu.e ghar se nikal aa.e
Khalid Moin
Ghazal
mai.n tire husn kaa shaidaa.ii nahii.n ho saktaa
roz baTtii hu.ii KHairaat se Dar lagtaa hai
Yasir Khan Inam
Ghazal
vo jo paazeb kii jhankaar kaa shaidaa.ii ho
us ko talvaar kii jhankaar se Dar lagtaa hai
Afzal Allahabadi
Ghazal
kyaa chhupe raaz ilaahii dil-e-shaidaa.ii kaa
arsa-e-hashr to baazaar hai rusvaa.ii kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
'miir' kaa diivaana 'Gaalib' kaa shaidaa.ii
merii bastii me.n ik saadhuu rahtaa hai
Liaqat Jafri
Ghazal
bin maa.nge mil ga.e mirii aa.nkho.n ko ratjage
mai.n jab se ek chaa.nd kaa shaidaa.ii ban gayaa
Qateel Shifai
Ghazal
dushman-e-jaa.n the udhar hijr me.n dard-o-Gam-o-ra.nj
aur idhar ek akelaa tiraa shaidaa.ii thaa
Shibli Nomani
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
sab ko sunaa.e qisse tuu ne jis kii dhoke-baazii ke
us jaisaa hii paa.egii tuu apne har shaidaa.ii ko
Qateel Shifai
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
mai.n ne maanaa ki aduu bhii tiraa shaidaa.ii hai
farq hotaa hai fidaa hone me.n mar jaane me.n
Khar Dehlavi
Ghazal
husn ko ishq ke aa jaa.e.n jo aadaab kabhii
aa.nkh shaidaa.ii na ho dil na tamannaa.ii ho
Nabeel Ahmad Nabeel
Ghazal
ham sanam-KHaana jahaa.n karte the apnaa qaa.im
phir kha.De hote the vaa.n huur ke shaidaa.ii bhii