SEARCH RESULTS
Showing search results for "सराहा"
Ghazal MATCHES FOR "सराहा"
Ghazal
jis tarah qiimtii shai ko ko.ii muflis dekhe
aa.nkho.n aa.nkho.n me.n use ham ne saraahaa chuumaa
Qamar Aasi
Ghazal
mere har jhuuT ko duniyaa ne saraahaa lekin
ek sach marhala-e-daar talak le aayaa
Ashfaq Husain
Ghazal
Bimal Krishn Ashk
Ghazal
kabhii sher me.n saraahaa kabhii nazm me.n piroyaa
mai.n ne aatish-e-nihaa.n se tire husn ko ujaalaa
Havi Momin Abadi
Ghazal
Arif Ansari
Ghazal
hai saraahaa KHuub ye paivand-kaarii kaa hunar
rishta-dar-rishta sabhii ab pech khole jaa.e.nge
Aditya Pant Naaqid
Ghazal
kaf-e-gumaa.n se jo girnaa thaa umr bhar ke liye
to ek pal ko saraahaa gayaa thaa kyuu.n mujh ko
Khurshid Rabbani
Ghazal
merii auqaat hii kyaa thii ki saraahaa jaataa
mujh ko masnad pe buzurgo.n kii du.aa laa.ii hai
Mohammad Ahmad Saqi
Ghazal
'inshaa' ne jo shafaq ko saraahaa to bole aap
kam-baKHt kyaa balaa hai lahuu ke huluuk sii
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
merii sachchaa.ii ko is vaqt saraahaa tuu ne
sar pe jab baa.ndh ke mai.n jhuuT kii dastaar milaa
Manzar Ayubi
Ghazal
us ne hamaare qasd ko kuchh ahmiyat na dii
par us kii har adaa ko saraahaa kare.nge ham
Naushad Munis Aazmi
Ghazal
siipo.n kii kaavisho.n ko saraahaa na dahr ne
patthar kaa jaane kaise guhar naam pa.D gayaa
Arshad Nazar
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
aap ik jalva saraasar mai.n saraapaa ik nazar
apnii haajat dekhiye merii zaruurat dekhiye